Bichhare hue pardesee ik baar to aanaa too

बिछड़े हुए परदेसी इक बार तो आना तू
Work
Year
Language

( बिछड़े हुए परदेसी ) -2 इक बार तो आना तू
जब आँख मिलाई है नज़रें न चुराना तू
बिछड़े हुए परदेसी …

वादे भी किए तूने खाई थी क़सम मेरी -2
वादों पे ही जीती हूँ है आस मुझे तेरी -2
( इतनी है आरज़ू मेरी ) -2 मुझको न भुलाना तू
जब आँख मिलाई …

दुनिया मुझे छीने है सबने मुझे घेरा है -2
और मेरी ज़ुबाँ पर तो बस नाम ही तेरा है -2
( दुनिया न हँसे मुझ पर ) -2 इतना न रुलाना तू
जब आँख मिलाई …

गैरों का न हो जाना जब अपना बनाया है -2
पास आ के न खो जाना जब दिल में बसाया है -2
( जो बात कही तूने ) -2 वो बात निभाना तू
जब आँख मिलाई …

( bichhaṛe hue pardesī ) -2 ik bār to ānā tū
jab āṇkh milāī hai nazreṅ na churānā tū
bichhaṛe hue pardesī …

vāde bhī kie tūne khāī thī qasam merī -2
vādoṅ pe hī jītī hūṇ hai ās mujhe terī -2
( itnī hai ārazū merī ) -2 mujhko na bhulānā tū
jab āṇkh milāī …

duniyā mujhe chhīne hai sabne mujhe gherā hai -2
aur merī zubāṇ par to bas nām hī terā hai -2
( duniyā na hṇse mujh par ) -2 itnā na rulānā tū
jab āṇkh milāī …

gairoṅ kā na ho jānā jab apnā banāyā hai -2
pās ā ke na kho jānā jab dil meṅ basāyā hai -2
( jo bāt kahī tūne ) -2 vo bāt nibhānā tū
jab āṇkh milāī …