Barkhaa kee raat men he ho haa

बरखा की रात में हे हो हा
Work
Year
Language

गे:आहा ऽ
च:हो हा हो हे हो हा
गे:बर्खा की रात में हे हो हा
च:बर्खा की रात में हे हो हा
गे:(रस बरसे नील गगन से)-2
च:(बर्खा की रात में हे हो हा)-2
गे:(रस बरसे नील गगन से)-2
च:(बर्खा की रात में हे हो हा)-2

गे:(टप टप आये मेरा आंचल भिगोये
टप टप आये मेरे मुखड़े को धूये)-2
मेरा काँप काँप जाये जिया बूंदन से
रस बरसे नील गगन से
च:(बर्का की रात में हे हो हा)-2

गे:(कोई कहे बादल से मोती गिरे)-2
(कोई कहे रात हाये रोती फिरे)-2
मैं तो मांग लाई सावन को फागुन से
रस बरसे नील गगन से
च:(बर्खा की रात में हे हो हा)-2

गे:(भीगे है तन फिर भी जलता है मन)-2
(जैसे के जल में लगी हो अगन)-2
राम सब को बचाये इस उलझन से
रस बरसे नील गगन से
च:(बर्खा की रात में हे हो हा)-2
गे:(रस बरसे नील गगन से)-2
च:(बर्खा की रात में हे हो हा)-2
गे:आहा ऽ
च:(बर्खा की रात में हे हो हा)-2

ge:āhā '
cha:ho hā ho he ho hā
ge:barkhā kī rāt meṅ he ho hā
cha:barkhā kī rāt meṅ he ho hā
ge:(ras barse nīl gagan se)-2
cha:(barkhā kī rāt meṅ he ho hā)-2
ge:(ras barse nīl gagan se)-2
cha:(barkhā kī rāt meṅ he ho hā)-2

ge:(ṭap ṭap āye merā āṅchal bhigoye
ṭap ṭap āye mere mukhaṛe ko dhūye)-2
merā kāṇp kāṇp jāye jiyā būṅdan se
ras barse nīl gagan se
cha:(barkā kī rāt meṅ he ho hā)-2

ge:(koī kahe bādal se motī gire)-2
(koī kahe rāt hāye rotī phire)-2
maiṅ to māṅg lāī sāvan ko phāgun se
ras barse nīl gagan se
cha:(barkhā kī rāt meṅ he ho hā)-2

ge:(bhīge hai tan phir bhī jaltā hai man)-2
(jaise ke jal meṅ lagī ho agan)-2
rām sab ko bachāye is uljhan se
ras barse nīl gagan se
cha:(barkhā kī rāt meṅ he ho hā)-2
ge:(ras barse nīl gagan se)-2
cha:(barkhā kī rāt meṅ he ho hā)-2
ge:āhā '
cha:(barkhā kī rāt meṅ he ho hā)-2