बड़ी सूनी सूनी है, ज़िंदगी ये ज़िंदगी
बड़ी सूनी सूनी है ज़िंदगी ये ज़िंदगी - (2)
मैं खुद से हूँ यहाँ अजनबी अजनबी
बड़ी…
कभी एक पल भी, कहीं ये उदासी
दिल मेरा भूले
कभी मुस्कुराकर दबे पाँव आकर
दुख मुझे छूले
न कर मुझसे ग़म मेरे, दिल्लगी ये दिल्लगी
बड़ी…
कभी मैं न सोया, कहीं मुझसे खोया
सुख मेरा ऐसे
पता नाम लिखकर, कहीं यूँही रखकर
भूले कोई कैसे
अजब दुख भरी है ये, बेबसी बेबसी
बड़ी…
baṛī sūnī sūnī hai ziṅdgī ye ziṅdgī - (2)
maiṅ khud se hūṇ yahāṇ ajanbī ajanbī
baṛī…
kabhī ek pal bhī, kahīṅ ye udāsī
dil merā bhūle
kabhī muskurākar dabe pāṇv ākar
dukh mujhe chhūle
na kar mujhse ġham mere, dillgī ye dillgī
baṛī…
kabhī maiṅ na soyā, kahīṅ mujhse khoyā
sukh merā aise
patā nām likhkar, kahīṅ yūṇhī rakhkar
bhūle koī kaise
ajab dukh bharī hai ye, bebsī bebsī
baṛī…