Baree mushkil hai tujhe bhool jaanaa

बड़ी मुश्किल है तुझे भूल जाना
Year
Language

त: बड़ी मुश्किल है -2
तुझे भूल जाना -2
बड़ी मुश्किल है …
ल: बड़ा संगदिल है -2
ये ज़ालिम ज़माना -2
बड़ा संगदिल है …

ल: ज़माना वफ़ा की ( सज़ा दे रहा है ) -2
तुम्हें दिल तड़प कर ( सदा दे रहा है ) -2
बने हम निशाना ज़रा देख जाना
त: बड़ी मुश्किल है …

वही आग अब तक ( लगी है जिगर में ) -2
तुम्हारी ही सूरत ( बसी है नज़र में ) -2
किया हर बहाना मगर दिल न माना
ल: बड़ा संगदिल है …

कहाँ ले के जाएँ ( ये आँसू ये आहें ) -2
निभाएँ तो कैसे ( मोहब्बत निभाएँ ) -2
सदा ज़ख़्म खाना मगर मुस्कुराना
त: बड़ी मुश्किल है …
ल: बड़ा संगदिल है …

ta: baṛī muśhkil hai -2
tujhe bhūl jānā -2
baṛī muśhkil hai …
la: baṛā saṅgdil hai -2
ye zālim zamānā -2
baṛā saṅgdil hai …

la: zamānā vafā kī ( sazā de rahā hai ) -2
tumheṅ dil taṛap kar ( sadā de rahā hai ) -2
bane ham niśhānā zarā dekh jānā
ta: baṛī muśhkil hai …

vahī āg ab tak ( lagī hai jigar meṅ ) -2
tumhārī hī sūrat ( basī hai nazar meṅ ) -2
kiyā har bahānā magar dil na mānā
la: baṛā saṅgdil hai …

kahāṇ le ke jāeṇ ( ye āṇsū ye āheṅ ) -2
nibhāeṇ to kaise ( mohabbat nibhāeṇ ) -2
sadā zakhm khānā magar muskurānā
ta: baṛī muśhkil hai …
la: baṛā saṅgdil hai …