Bare aaye shikaaree shikaar karne

बड़े आये शिकारी शिकार करने
Work
Year
Language

अरे हे हे हे हे हे हे हे
हे हे
बड़े आये शिकारी शिकार करने -2
इन भोले-भाले हिरणों पे
आ हा हा हा हा
इन भोले-भाले हिरणों पे
वार करने
बड़े आये
आ हाँ
बड़े आये शिकारी शिकार करने -2

चितवन को तान ज्यूँही खीँची कमान
ज्यूँही खीँची कमान
अपने करेजवा को लागा रे बान
अरे लागा रे बान
भूले है अब तो ये तन-मन का भान
तन-मन का भान
तड़पे रे मछली से अब इनके प्रान
अरे हो

देखो ब्याकुल है नैन
ब्याकुल है नैन
हाय मन है बेचैन
हाय हाय मन है बेचैन
कैसे काटेंगे
ए रैन
आये काहे थे दिल को
ओ हो हो हो हो हो
काहे आये थे दिल को
बीमार करने

बड़े आये
आ हाँ
बड़े आये शिकारी शिकार करने -2

घायल बनाने को इतना उधम
इतना उधम
इसके लिये क्‌या ये आँखें थीं कम
क्‌या ये आँखें थीं कम
किससे ये नखरे और किससे ये दम
किससे ये दम
कैसा गजब हाय कैसा जुलम
अरे हो

अब बदले है रंग
अब बदले है रंग
देखो थिरके है अंग
देखो थिरके है अंग
नहीं छुटेग
ए संग
आये काहे रे नैनों को
आ हा हा हा हा हा

आये काहे रे नैनों को चाक करने
बड़े आये
आ हाँ
बड़े आये शिकारी शिकार करने -2
इन भोले-भाले हिरणों पे
ओ हो हो हो हो हो
इन भोले-भाले हिरणों पे
वार करने
बड़े आये
आ हाँ
बड़े आये शिकारी शिकार करने -2
बड़े आये

are he he he he he he he
he he
baṛe āye śhikārī śhikār karne -2
in bhole-bhāle hirṇoṅ pe
ā hā hā hā hā
in bhole-bhāle hirṇoṅ pe
vār karne
baṛe āye
ā hāṇ
baṛe āye śhikārī śhikār karne -2

chitavan ko tān jyūṇhī khīṇchī kamān
jyūṇhī khīṇchī kamān
apne karejvā ko lāgā re bān
are lāgā re bān
bhūle hai ab to ye tan-man kā bhān
tan-man kā bhān
taṛpe re machhlī se ab inke prān
are ho

dekho byākul hai nain
byākul hai nain
hāy man hai bechain
hāy hāy man hai bechain
kaise kāṭeṅge
e rain
āye kāhe the dil ko
o ho ho ho ho ho
kāhe āye the dil ko
bīmār karne

baṛe āye
ā hāṇ
baṛe āye śhikārī śhikār karne -2

ghāyal banāne ko itnā udham
itnā udham
iske liye k‌yā ye āṇkheṅ thīṅ kam
k‌yā ye āṇkheṅ thīṅ kam
kisse ye nakhre aur kisse ye dam
kisse ye dam
kaisā gajab hāy kaisā julam
are ho

ab badle hai raṅg
ab badle hai raṅg
dekho thirke hai aṅg
dekho thirke hai aṅg
nahīṅ chhuṭeg
e saṅg
āye kāhe re nainoṅ ko
ā hā hā hā hā hā

āye kāhe re nainoṅ ko chāk karne
baṛe āye
ā hāṇ
baṛe āye śhikārī śhikār karne -2
in bhole-bhāle hirṇoṅ pe
o ho ho ho ho ho
in bhole-bhāle hirṇoṅ pe
vār karne
baṛe āye
ā hāṇ
baṛe āye śhikārī śhikār karne -2
baṛe āye