Barbaad-e-mohabbat kee duaa saath lie jaa

बरबाद-ए-मोहब्बत की दुआ साथ लिए जा
Year
Language

बरबाद-ए-मोहब्बत की दुआ साथ लिए जा
टूटा हुआ इकरार-ए-वफ़ा साथ लिए जा

इक दिल था जो पहले ही तुझे सौंप दिया था
ये जान भी ऐ जान-ए-अदा साथ लिए जा

तपती हुई राहों में तुझे आँच न पहुँचे
दीवाने के अश्क़ों की घटा साथ लिए जा

शामिल है मेरा खून-ए-जिगर तेरी हिना में
ये कम हो तो अब खून-ए-वफ़ा साथ लिए जा

हम जुर्म-ए-मुहब्बत की सज़ा पाएंगे तन्हा
जो तुझसे हुई हो वो ख़ता साथ लिए जा

barbād-e-mohabbat kī duā sāth lie jā
ṭūṭā huā ikrār-e-vafā sāth lie jā

ik dil thā jo pahle hī tujhe sauṅp diyā thā
ye jān bhī ai jān-e-adā sāth lie jā

taptī huī rāhoṅ meṅ tujhe āṇch na pahuṇche
dīvāne ke aśhqoṅ kī ghaṭā sāth lie jā

śhāmil hai merā khūn-e-jigar terī hinā meṅ
ye kam ho to ab khūn-e-vafā sāth lie jā

ham jurm-e-muhabbat kī sazā pāeṅge tanhā
jo tujhse huī ho vo khatā sāth lie jā