बरसने वाली है बरखा ... गिल्ली-डण्डा खेलो
बरसने वाली है बरखा काम अपना सोच ले
बैल की कर ले तू पूजा खेत अपना जोत ले
मस्त-मस्त पवन चली हइया-हइया रे हइया हो
भूमि आज भीग जाये हइया-हइया रे हइया हो
बदरिया भी घिर आई हइया-हइया रे हइया हो
भूमि आज भीग जाए हइया-हइया रे हइया हो
मन मेरा नाचे गिल्ली-डण्डा खेलो
काले बादल बरसेंगे गिल्ली-डण्डा खेलो
खेत हरे होँगे गिल्ली-डण्डा खेलो
फिर से बोल ज़रा गिल्ली-डण्डा खेलो
हो बहार होगी बरखा भी होगी ख़ूब होगी
हमरे खेत में फ़सलेँ होँगी ख़ूब होंगी
हइया हइया रे हइया हो -2
तंगा ताना ताना गिल्ली-डण्डा खेलो
तानाना ताना गिल्ली-डण्डा खेलो
तानाना तानन गिल्ली-डण्डा खेलो -2
तंगा ताना ताना गिल्ली-डण्डा खेलो
तानाना ताना गिल्ली-डण्डा खेलो
तानाना तानन गिल्ली-डण्डा खेलो -2
गिल्ली-डण्डा खेलो -4
barasne vālī hai barkhā kām apnā soch le
bail kī kar le tū pūjā khet apnā jot le
mast-mast pavan chalī haiyā-haiyā re haiyā ho
bhūmi āj bhīg jāye haiyā-haiyā re haiyā ho
badriyā bhī ghir āī haiyā-haiyā re haiyā ho
bhūmi āj bhīg jāe haiyā-haiyā re haiyā ho
man merā nāche gillī-ḍaṇḍā khelo
kāle bādal barseṅge gillī-ḍaṇḍā khelo
khet hare hoṇge gillī-ḍaṇḍā khelo
phir se bol zarā gillī-ḍaṇḍā khelo
ho bahār hogī barkhā bhī hogī khūb hogī
hamre khet meṅ fasleṇ hoṇgī khūb hoṅgī
haiyā haiyā re haiyā ho -2
taṅgā tānā tānā gillī-ḍaṇḍā khelo
tānānā tānā gillī-ḍaṇḍā khelo
tānānā tānan gillī-ḍaṇḍā khelo -2
taṅgā tānā tānā gillī-ḍaṇḍā khelo
tānānā tānā gillī-ḍaṇḍā khelo
tānānā tānan gillī-ḍaṇḍā khelo -2
gillī-ḍaṇḍā khelo -4