Baraa khushanseeb hai jise too naseeb hai

बड़ा ख़ुशनसीब है जिसे तू नसीब है
Year
Language

बड़ा ख़ुशनसीब है जिसे तू नसीब है
उसे और चाहिए क्‌या जिसके तू क़रीब है
बड़ा ख़ुशनसीब …

सदक़े जाएँ तेरी नज़र के
तीर चलाएँ जी भर-भर के
जी उठें हम तुझपे मर के
हाल-ए-दिल ना पूछिए हाल-ए-दिल अजीब है
उसे और चाहिए …

हम तो कहाँ थे तेरे क़ाबिल
तेरा क़रम है तूने दिया दिल
ख़ुद ही चल के आ गई मंज़िल
वह तो बादशाह है भले ही ग़रीब है
उसे और चाहिए …

baṛā khuśhansīb hai jise tū nasīb hai
use aur chāhie k‌yā jiske tū qarīb hai
baṛā khuśhansīb …

sadaqe jāeṇ terī nazar ke
tīr chalāeṇ jī bhar-bhar ke
jī uṭheṅ ham tujhpe mar ke
hāl-e-dil nā pūchhie hāl-e-dil ajīb hai
use aur chāhie …

ham to kahāṇ the tere qābil
terā qaram hai tūne diyā dil
khud hī chal ke ā gaī maṅzil
vah to bādśhāh hai bhale hī ġharīb hai
use aur chāhie …