Title (Indic)भुला नहीं देना, जी भुला नहीं देना WorkBara-Dari Year1955 LanguageHindi Credits Role Artist Music Nashad Performer Lata Mangeshkar Performer Mohammad Rafi Writer Khumar Barabankvi LyricsHindiभुला नहीं देना जी भुला नहीं देना ज़माना खराब है दग़ा नहीं देना आँखों में सपने झूम रहें हैं गीत लबों को चूम रहें हैं गीतों को आहें बना नहीं देना ज़माना खराब है … आँखों में मस्ती छायी हुई है नींद सी मुझको आयी हुई है नींद से मुझको जगा नहीं देना ज़माना खराब है … ज़िंदगी आँखें मलने लगी है शम्मा सी दिल में जलने लगी है शम्मा जला के बुझा नहीं देना ज़माना खराब है … Englishbhulā nahīṅ denā jī bhulā nahīṅ denā zamānā kharāb hai daġhā nahīṅ denā āṇkhoṅ meṅ sapne jhūm raheṅ haiṅ gīt laboṅ ko chūm raheṅ haiṅ gītoṅ ko āheṅ banā nahīṅ denā zamānā kharāb hai … āṇkhoṅ meṅ mastī chhāyī huī hai nīṅd sī mujhko āyī huī hai nīṅd se mujhko jagā nahīṅ denā zamānā kharāb hai … ziṅdgī āṇkheṅ malne lagī hai śhammā sī dil meṅ jalne lagī hai śhammā jalā ke bujhā nahīṅ denā zamānā kharāb hai …