Banno teree ankhiyaan surmedaanee

बन्नो तेरी अंखियां सुरमेदानी
Year
Language

बन्नो तेरी अंखियां सुरमेदानी
बन्नो तेरा मुखड़ा लाख का रे
बन्नो तेरा कंगन है हज़ारी
बन्नो तेरा कंगन …

बन्नो तेरी अंखियां सुरमेदानी
बन्नो तेरा झुमका लाख का रे
बन्नो तेरी झांझर है हज़ारी
बन्नो तेरी झांझर …

बन्नो तेरी अंखियां सुरमेदानी
बन्नो तेरी मुंदरी लाख की रे
बन्नो तेरी नथनी है हज़ारी
बन्नो तेरी नथनी …

बन्नो तेरी अंखियां सुरमेदानी
बन्नो तेरा जोड़ा लाख का रे
बन्नो तेरा टीका है हज़ारी
बन्नो तेरी टीका …

बन्नो तेरी अंखियां सुरमेदानी
बन्नो तेरा बन्ना लाख का रे
बन्नो तेरी जोड़ी है हज़ारी
बन्नो तेरी जोड़ी …

banno terī aṅkhiyāṅ surmedānī
banno terā mukhaṛā lākh kā re
banno terā kaṅgan hai hazārī
banno terā kaṅgan …

banno terī aṅkhiyāṅ surmedānī
banno terā jhumkā lākh kā re
banno terī jhāṅjhar hai hazārī
banno terī jhāṅjhar …

banno terī aṅkhiyāṅ surmedānī
banno terī muṅdrī lākh kī re
banno terī nathnī hai hazārī
banno terī nathnī …

banno terī aṅkhiyāṅ surmedānī
banno terā joṛā lākh kā re
banno terā ṭīkā hai hazārī
banno terī ṭīkā …

banno terī aṅkhiyāṅ surmedānī
banno terā bannā lākh kā re
banno terī joṛī hai hazārī
banno terī joṛī …