Title (Indic)नैना तो दुखन लागे ... चन्दा रे मोरी पतियां ले जा WorkBanjarin Year1960 LanguageHindi Credits Role Artist Music Pardesi Performer Lata Mangeshkar Performer Mukesh Writer Pt. Madhur LyricsHindiल: नैना तो दुखन लागे चन्दा रे मोरी ( पतियां ले जा ) -2 साजन को पहुँचा दे रे वो लिख सके जवाब उन्हें तू मेरा पता बता दे रे चन्दा रे मु: चन्दा रे मोरी ( पतिया ले जा ) -2 सजनी को पहुँचा दे रे वो लिख सके जवाब … ल: पलकों की है कलम बनाई काजल बह कर बनी सियाही कैसे लिखूँ कहानी ग़म की तू ही मुझे बता दे रे चन्दा रे … मु: हम ख़ुश हैं ग़म दिया है तूने ये एहसान किया है तूने जहाँ रहो ख़ुश रहो मेरी इस दुआ का असर दिखा दे रे चन्दा रे … दो: ओ आकाश के सुन्दर दर्पण तू ही सजनी तू ही साजन बिछड़े दिलों को फिर से मिला दे रोता चमन हँसा दे रे चन्दा रे … Englishla: nainā to dukhan lāge chandā re morī ( patiyāṅ le jā ) -2 sājan ko pahuṇchā de re vo likh sake javāb unheṅ tū merā patā batā de re chandā re mu: chandā re morī ( patiyā le jā ) -2 sajnī ko pahuṇchā de re vo likh sake javāb … la: palkoṅ kī hai kalam banāī kājal bah kar banī siyāhī kaise likhūṇ kahānī ġham kī tū hī mujhe batā de re chandā re … mu: ham khuśh haiṅ ġham diyā hai tūne ye ehsān kiyā hai tūne jahāṇ raho khuśh raho merī is duā kā asar dikhā de re chandā re … do: o ākāśh ke sundar darpaṇ tū hī sajnī tū hī sājan bichhaṛe diloṅ ko phir se milā de rotā chaman hṇsā de re chandā re …