Title (Indic)रेखा की आँखों को देखा ... न मिली कहीं वो हेरोइने WorkBandish Year1996 LanguageHindi Credits Role Artist Music Anand-Milind Performer Jolly Mukherjee Performer Udit Narayan Writer Sameer LyricsHindiरुम झुम तुम झुम ता ना ना ना तुम तुम टिक टिक टिक टिक रेखा की आँखों को देखा देखी श्रीदेवी की चाल मस्ती मीनाक्षी की देखी देखे रवीना के गाल मुस्कान देखी है माधुरी की देखे हैं डिंपल के बाल न मिली कहीं वो heroine जो इस hero को भा जाए लाओ कोई परी कहीं से जिसपे इसका दिल आ जाए न मिली कहीं वो … काली काली लट घुंघराली आँखें तिरछी तिरछी तीखी तीखी लगती है ये कोल्हापुर की मिरची कहदे पोरे से ऐ लाजवाब पोरी ये है चंदा तो ये है चकोरी कहीं होगी नहीं ऐसी जोड़ी आके जल्दी से बांध ले प्रीत डोरी कहदे पोरे से … सबके सब नादान हो तुम इतनी भी पहचान नहीं जो बिक जाए बाज़ारों में औरत वो सामान नहीं शादी है जन्मों का बंधन इक दो दिन का मेल नहीं जब जी चाहे इससे खेलें औरत कोई खेल नहीं आई है किस दुनिया से लगती है हूर के जैसी सच कहता हूँ धरती पर होगी न लड़की ऐसी क्या आँखें हैं क्या मुखड़ा है कमसिन है चाँद का टुकड़ा है लूटी हैं मेरी नींदें इसने मेरा चैन चुराया है हाँ यही तो है वो heroine जिस पे मेरा दिल आया है Englishrum jhum tum jhum tā nā nā nā tum tum ṭik ṭik ṭik ṭik rekhā kī āṇkhoṅ ko dekhā dekhī śhrīdevī kī chāl mastī mīnākṣhī kī dekhī dekhe ravīnā ke gāl muskān dekhī hai mādhurī kī dekhe haiṅ ḍiṅpal ke bāl na milī kahīṅ vo heroine jo is hero ko bhā jāe lāo koī parī kahīṅ se jispe iskā dil ā jāe na milī kahīṅ vo … kālī kālī laṭ ghuṅghrālī āṇkheṅ tirchhī tirchhī tīkhī tīkhī lagtī hai ye kolhāpur kī mirchī kahde pore se ai lājvāb porī ye hai chaṅdā to ye hai chakorī kahīṅ hogī nahīṅ aisī joṛī āke jaldī se bāṅdh le prīt ḍorī kahde pore se … sabke sab nādān ho tum itnī bhī pahchān nahīṅ jo bik jāe bāzāroṅ meṅ aurat vo sāmān nahīṅ śhādī hai janmoṅ kā baṅdhan ik do din kā mel nahīṅ jab jī chāhe isse kheleṅ aurat koī khel nahīṅ āī hai kis duniyā se lagtī hai hūr ke jaisī sach kahtā hūṇ dhartī par hogī na laṛkī aisī kyā āṇkheṅ haiṅ kyā mukhaṛā hai kamsin hai chāṇd kā ṭukaṛā hai lūṭī haiṅ merī nīṅdeṅ isne merā chain churāyā hai hāṇ yahī to hai vo heroine jis pe merā dil āyā hai