Ban ke chakoree goree jhoom-jhoom naacho ree

बन के चकोरी गोरी झूम-झूम नाचो री
Year
Language

बन के चकोरी गोरी झूम-झूम नाचो री
बन के चकोरी गोरी झूम-झूम

रुत लहराए आँचल बन के तारे हँसे जब पायल छनके
झांके बादल से चन्दा डारे नैनों का फन्दा
उलझी ज़ुल्फ़ों की डोरी
झूम झूम नाचो री …

झूम रही है हर रात की गंगा दीपक नाचे गाए पतंगा
आँखों ने डाला घेरा फिर भी मतवाला तेरा
आया है चोरी चोरी
झूम झूम नाचो री …

कभी चले तन के कभी झुक जाए नील गगन डोले रुक जाए
नाच जा काजल वाली रैना है काली काली
ओ गोरी गोरी छोरी
झूम झूम नाचो री …

ban ke chakorī gorī jhūm-jhūm nācho rī
ban ke chakorī gorī jhūm-jhūm

rut lahrāe āṇchal ban ke tāre hṇse jab pāyal chhanke
jhāṅke bādal se chandā ḍāre nainoṅ kā phandā
uljhī zulfoṅ kī ḍorī
jhūm jhūm nācho rī …

jhūm rahī hai har rāt kī gaṅgā dīpak nāche gāe pataṅgā
āṇkhoṅ ne ḍālā gherā phir bhī matvālā terā
āyā hai chorī chorī
jhūm jhūm nācho rī …

kabhī chale tan ke kabhī jhuk jāe nīl gagan ḍole ruk jāe
nāch jā kājal vālī rainā hai kālī kālī
o gorī gorī chhorī
jhūm jhūm nācho rī …