बण ठण चली बोलो ऐ जाती रे ... पैरों में तेरे घुंघरू
बण ठण चली बोलो ऐ जाती वे जाती रे
बण ठण चली बोलो ऐ जाती रे
पैरों में तेरे घुंघरू की बिजुरिया
छन छन छन छन छनकाती रे
बण ठण चली …
जो होना है आज हो जाए अरे घुंघरू चाहें टूट ही जाएं
आँधी आए तूफ़ां आएं या अम्बर झुक जाए हो
अरे बण ठण चली …
ये माना गज़ब की है तेरी जवानी
संभल हो न जाए कहीं पानी पानी
क्यूं भरता है आहें आओ लड़ा लें निगाहें
मैं ऐसी नदिया हूँ जो सागर की प्यास बुझाए ओ ओ
बण ठण चली …
नशीली नशीली हैं तेरी अदाएं
जो देखे वो अपनी डगर भूल जाए
मुझे छू कर बना ले मुक़द्दर
जो मेरी आँखों में डूबे पार वही लग जाए ओ हो
अरे बण ठण चली …
baṇ ṭhaṇ chalī bolo ai jātī ve jātī re
baṇ ṭhaṇ chalī bolo ai jātī re
pairoṅ meṅ tere ghuṅghrū kī bijuriyā
chhan chhan chhan chhan chhankātī re
baṇ ṭhaṇ chalī …
jo honā hai āj ho jāe are ghuṅghrū chāheṅ ṭūṭ hī jāeṅ
āṇdhī āe tūfāṅ āeṅ yā ambar jhuk jāe ho
are baṇ ṭhaṇ chalī …
ye mānā gazab kī hai terī javānī
saṅbhal ho na jāe kahīṅ pānī pānī
kyūṅ bhartā hai āheṅ āo laṛā leṅ nigāheṅ
maiṅ aisī nadiyā hūṇ jo sāgar kī pyās bujhāe o o
baṇ ṭhaṇ chalī …
naśhīlī naśhīlī haiṅ terī adāeṅ
jo dekhe vo apnī ḍagar bhūl jāe
mujhe chhū kar banā le muqaddar
jo merī āṇkhoṅ meṅ ḍūbe pār vahī lag jāe o ho
are baṇ ṭhaṇ chalī …