Bambaee se gaee poonaa ... ham hain raahee pyaar ke

बम्बई से गई पूना ... हम हैं राही प्यार के
Year
Language

बम्बई से गई पूना पूना से गई दिल्ली दिल्ली से गई पटना
फिर भी न मिला सजना
महकाया मैने गजरा चमकाई मैने बिंदिया
खनकाया मैने कंगना
फिर भी न मिला सजना
हम हैं राही प्यार के हम हैं राही प्यार के

आँखों में छुपा लूंगी साँसों में बसा लूंगी
मैं उसकी मोहब्बत में दुनिया को भुला दूंगी
ख्वाबों में नहीं खोई रातों को नहीं सोई
मैं उसके लिए रोई
फिर भी न मिला सजना …

जब याद उसकी आए दिल मेरा धड़क जाए
वो है बड़ा बेदर्दी कितना मुझे तड़पाए
बाहों में उसे ढूंढा राहों में उसे ढूंढा
गलियों में उसे ढूंढा
फिर भी न मिला सजना …

bambaī se gaī pūnā pūnā se gaī dillī dillī se gaī paṭnā
phir bhī na milā sajnā
mahkāyā maine gajrā chamkāī maine biṅdiyā
khankāyā maine kaṅgnā
phir bhī na milā sajnā
ham haiṅ rāhī pyār ke ham haiṅ rāhī pyār ke

āṇkhoṅ meṅ chhupā lūṅgī sāṇsoṅ meṅ basā lūṅgī
maiṅ uskī mohabbat meṅ duniyā ko bhulā dūṅgī
khvāboṅ meṅ nahīṅ khoī rātoṅ ko nahīṅ soī
maiṅ uske lie roī
phir bhī na milā sajnā …

jab yād uskī āe dil merā dhaṛak jāe
vo hai baṛā bedardī kitnā mujhe taṛpāe
bāhoṅ meṅ use ḍhūṅḍhā rāhoṅ meṅ use ḍhūṅḍhā
galiyoṅ meṅ use ḍhūṅḍhā
phir bhī na milā sajnā …