बम्बई की छोरियां बचा बाप्पा मोरिया
मोरिया मोरिया रे बाप्पा मोरिया रे
बम्बई की छोरियां बचा बाप्पा मोरिया
इन्हें आए है फंसाना ये जानें दिल लुभाना
इनकी मीठी बातों में यारों तुम ना आना
हाय हाय ये लड़कियां बिल्कुल टपोरियां
बम्बई की छोरियां …
आशिक़ ये हाय दिल लगाना ना जाने
पलकों पे सपने सजाना ना जाने
होंठों की रंगत चुराना ना जाने
प्यार करके निभाना ना जाने
सुनो सुनो रे जानो जानो रे मेरी बतियां मानो मानो रे
भोली सुरतिया पे ना जाना इन्हें पहचानों रे
तौबा इनके बहाने हथकंडे पुराने
भोले भाले मर्दों को जाल में फंसाने
डालें दिलों पे नैनों की डोरियां
बम्बई की छोरियां …
देखो ये कैसा बेदर्दी बलम है
देता है जो अपने दिलबर को ग़म है
माना पहलवान में दम ही दम है
चाहत में लेकिन ये थोड़ा सा कम है
ओ मेरी जानां मैं हूँ दीवाना
तू है शमा तो मैं परवाना
जाने ज़माना यही तो है बस मेरा फ़साना
ये मुहब्बत की बाज़ी तो मैने ही मारी
कि मुझसे भी पहले दिल अपना ये हारी
हारी रे हारी पागल निगोड़ियां
बम्बई की छोरियां …
moriyā moriyā re bāppā moriyā re
bambaī kī chhoriyāṅ bachā bāppā moriyā
inheṅ āe hai phaṅsānā ye jāneṅ dil lubhānā
inkī mīṭhī bātoṅ meṅ yāroṅ tum nā ānā
hāy hāy ye laṛkiyāṅ bilkul ṭaporiyāṅ
bambaī kī chhoriyāṅ …
āśhiq ye hāy dil lagānā nā jāne
palkoṅ pe sapne sajānā nā jāne
hoṅṭhoṅ kī raṅgat churānā nā jāne
pyār karke nibhānā nā jāne
suno suno re jāno jāno re merī batiyāṅ māno māno re
bholī surtiyā pe nā jānā inheṅ pahchānoṅ re
taubā inke bahāne hathkaṅḍe purāne
bhole bhāle mardoṅ ko jāl meṅ phaṅsāne
ḍāleṅ diloṅ pe nainoṅ kī ḍoriyāṅ
bambaī kī chhoriyāṅ …
dekho ye kaisā bedardī balam hai
detā hai jo apne dilbar ko ġham hai
mānā pahalvān meṅ dam hī dam hai
chāhat meṅ lekin ye thoṛā sā kam hai
o merī jānāṅ maiṅ hūṇ dīvānā
tū hai śhamā to maiṅ parvānā
jāne zamānā yahī to hai bas merā fasānā
ye muhabbat kī bāzī to maine hī mārī
ki mujhse bhī pahle dil apnā ye hārī
hārī re hārī pāgal nigoṛiyāṅ
bambaī kī chhoriyāṅ …