Balmaa maane naa

बलमा माने ना
Year
Language

बलमा माने ना
बैरी चुप न रहे
लागी मन की कहे
पा के अकेली मुझे
मोरी बहियाँ धरे

जब जब पलटूं गागर भर के आऽ
लट रह जाये मुख पे बिखर के
बात करे ऐसी दिल वाला
तड़पे और तड़पाये
बलमा माने न …

घूँघट डारूं नैन चुराऊँ
घबराहट में राह न पाऊँ
वो बाँका रसिया मतवाला
सुने न मोरी अपनी ही कहे
बलमा माने न …

balmā māne nā
bairī chup na rahe
lāgī man kī kahe
pā ke akelī mujhe
morī bahiyāṇ dhare

jab jab palṭūṅ gāgar bhar ke ā'
laṭ rah jāye mukh pe bikhar ke
bāt kare aisī dil vālā
taṛpe aur taṛpāye
balmā māne na …

ghūṇghaṭ ḍārūṅ nain churāūṇ
ghabrāhaṭ meṅ rāh na pāūṇ
vo bāṇkā rasiyā matvālā
sune na morī apnī hī kahe
balmā māne na …