Balmaa baansuriyaa ab ye hee pukaare

बलमा बाँसुरिया अब ये ही पुकारे
Work
Year
Language

को: बलमा -12
आ: बाँसुरिया अब ये ही पुकारे
आ बलमा नदिया के किनारे -2
कु: तेरी आँखों से निंदिया चुराऊँगा
तेरे होंठों से लाली उड़ाऊँगा
आ: तुझे साँसों में अपनी बसाऊँगी
तुझे अपनी नज़र में छुपाऊँगी
कु: बाँसुरिया अब ये ही …
आ: आ बलमा नदिया के …

आँखें बिछाए बैठी थी दिलबर की चाह में
कब से खड़ी थी मैं वहाँ चाहत की राह में
कु: तूने जो दी सज़ा तो मैं तेरे पास आ गया
दुनिया भुला के मैं सनम तुझमें समा गया
आ: दीवानी हो गई थी मैं तेरे प्यार में -2
बेचैन हो रही थी मैं ( तेरे इन्तज़ार में ) -3
कु: बाँसुरिया अब ये ही …
आ: आ बलमा नदिया के …

कु: आ जा करीब आ मेरे तुझको क़रार दूँ
बाहोँ में तेरी प्यार के लम्हें गुज़ार दूँ
आ: है आरज़ू यही मेरी तेरे सामने रहूँ
कहनी है जितनी बात मैं तुझसे वो सब कहूँ
कु: मेरे साथ है तू साथिया हर इक हाल में
खोया रहूँ हमेशा मैं तेरे ख़्याल में -2
आ: बाँसुरिया अब ये ही …
कु: तुझे साँसों में …

ko: balmā -12
ā: bāṇsuriyā ab ye hī pukāre
ā balmā nadiyā ke kināre -2
ku: terī āṇkhoṅ se niṅdiyā churāūṇgā
tere hoṅṭhoṅ se lālī uṛāūṇgā
ā: tujhe sāṇsoṅ meṅ apnī basāūṇgī
tujhe apnī nazar meṅ chhupāūṇgī
ku: bāṇsuriyā ab ye hī …
ā: ā balmā nadiyā ke …

āṇkheṅ bichhāe baiṭhī thī dilbar kī chāh meṅ
kab se khaṛī thī maiṅ vahāṇ chāhat kī rāh meṅ
ku: tūne jo dī sazā to maiṅ tere pās ā gayā
duniyā bhulā ke maiṅ sanam tujhmeṅ samā gayā
ā: dīvānī ho gaī thī maiṅ tere pyār meṅ -2
bechain ho rahī thī maiṅ ( tere intazār meṅ ) -3
ku: bāṇsuriyā ab ye hī …
ā: ā balmā nadiyā ke …

ku: ā jā karīb ā mere tujhko qarār dūṇ
bāhoṇ meṅ terī pyār ke lamheṅ guzār dūṇ
ā: hai ārazū yahī merī tere sāmne rahūṇ
kahnī hai jitnī bāt maiṅ tujhse vo sab kahūṇ
ku: mere sāth hai tū sāthiyā har ik hāl meṅ
khoyā rahūṇ hameśhā maiṅ tere khyāl meṅ -2
ā: bāṇsuriyā ab ye hī …
ku: tujhe sāṇsoṅ meṅ …