बजा के बंसी लूटा दिल महबूब तूने ... मेघा तेरे जैसा रूप्
बजा के बंसी लूटा दिल महबूब तूने महबूब मेरे महबूब
के देखा नहीं लाखों करोड़ों में मेघा तेरे जैसा रूप
जब तू छेड़े बंसी पे सरगम पायल मेरी छनके
तू मेरे लब पे आई मचल के नग़मा हसीं बनके
ओ ओ ओ दिन लगे छोटा रात लगे लंबी तेरे बिना ओ सनम
तू ना घबराना देखेगा ज़माना फ़ासले ये होंगे खत्म
बजा के बंसी लूटा …
नज़र लगे ना प्यार को अपने मांगे यही दिल दुआ
तेरी मेरी जोड़ी रब ने मिलाई हम तुम न होंगे जुदा
पास जो मैं होती तेरी ये बंसी जब चाहें लब चूमती
शाम-ओ-सहर हाय आठों पहर मेरी बाहों में तू झूमती
बजा के बंसी लूटा …
सुबह आफ़ताब तू शाम का शबाब तू रातों का माहताब तू
फूलों में गुलाब तू जन्नत की शराब तू सबसे हसीं ख्वाब तू
हो हो हो गेसुओं के बादल नैनों का काजल तेरे लिए है पिया
ओ दुनिया को छोड़के रिश्तों को तोड़के तुझको ये दिल दे दिया
बजा के बंसी लूटा …
bajā ke baṅsī lūṭā dil mahbūb tūne mahbūb mere mahbūb
ke dekhā nahīṅ lākhoṅ karoṛoṅ meṅ meghā tere jaisā rūp
jab tū chheṛe baṅsī pe sargam pāyal merī chhanke
tū mere lab pe āī machal ke naġhmā hasīṅ banke
o o o din lage chhoṭā rāt lage laṅbī tere binā o sanam
tū nā ghabrānā dekhegā zamānā fāsle ye hoṅge khatm
bajā ke baṅsī lūṭā …
nazar lage nā pyār ko apne māṅge yahī dil duā
terī merī joṛī rab ne milāī ham tum na hoṅge judā
pās jo maiṅ hotī terī ye baṅsī jab chāheṅ lab chūmtī
śhām-o-sahar hāy āṭhoṅ pahar merī bāhoṅ meṅ tū jhūmtī
bajā ke baṅsī lūṭā …
subah āftāb tū śhām kā śhabāb tū rātoṅ kā māhtāb tū
phūloṅ meṅ gulāb tū jannat kī śharāb tū sabse hasīṅ khvāb tū
ho ho ho gesuoṅ ke bādal nainoṅ kā kājal tere lie hai piyā
o duniyā ko chhoṛke riśhtoṅ ko toṛke tujhko ye dil de diyā
bajā ke baṅsī lūṭā …