बैठी थी मैं ... मैने सैंया से की देमन्द्
बैठी थी मैं काजल मेहंदी और लाली लगाये
सैंया जी इतरा के आये मुँह में पान दबाये
मैने सैंया से
मैने सैंया से की demand के झट से बाजा बजे रे
मैने सैंया से की demand झट से बाजा बजे
हाय
( सीने में बेक़रारी थी
मैं सोई थी ना जागी थी
काटे ना कटती थी रातें ) -2
सैंया जी झूम के आये
जो हुक्के को सुलगाये
अंधेरे में धोखे से खटिया में आग लगाये
मैने सैंया से
मैने सैंया से की demand थर-थर दमकल चले
मैने सैंया से की demand के थर-थर दमकल चले
हाय
( जो पानी में नहाई थी
मैं थोड़ी सी लजाई थी
बहकी हुई थी ये साँसें ) -2
सैंया जी झूम के आये
और तकिये पे टेक लगाये
फिर थन से जाने क्या हुआ खटिया ही डूबी जाये
मैने सैंया से
मैने सैंया से की demand चप-चप चप्पू चले
मैने सैंया से की demand के चप-चप चप्पू चले
ले अरे
बैठी थी मैं काजल मेहंदी और लाली लगाये
सैंया जी इतरा के आये मुँह में पान दबाये
मैने सैंया से
मैने सैंया से की demand के झट से बाजा बजे
मैने सैंया से की demand के झट से बाजा बजे रे
मैने सैंया से की demand झट से बाजा बजे
baiṭhī thī maiṅ kājal mehaṅdī aur lālī lagāye
saiṅyā jī itrā ke āye muṇh meṅ pān dabāye
maine saiṅyā se
maine saiṅyā se kī demand ke jhaṭ se bājā baje re
maine saiṅyā se kī demand jhaṭ se bājā baje
hāy
( sīne meṅ beqrārī thī
maiṅ soī thī nā jāgī thī
kāṭe nā kaṭtī thī rāteṅ ) -2
saiṅyā jī jhūm ke āye
jo hukke ko sulgāye
aṅdhere meṅ dhokhe se khaṭiyā meṅ āg lagāye
maine saiṅyā se
maine saiṅyā se kī demand thar-thar damkal chale
maine saiṅyā se kī demand ke thar-thar damkal chale
hāy
( jo pānī meṅ nahāī thī
maiṅ thoṛī sī lajāī thī
bahkī huī thī ye sāṇseṅ ) -2
saiṅyā jī jhūm ke āye
aur takiye pe ṭek lagāye
phir than se jāne kyā huā khaṭiyā hī ḍūbī jāye
maine saiṅyā se
maine saiṅyā se kī demand chap-chap chappū chale
maine saiṅyā se kī demand ke chap-chap chappū chale
le are
baiṭhī thī maiṅ kājal mehaṅdī aur lālī lagāye
saiṅyā jī itrā ke āye muṇh meṅ pān dabāye
maine saiṅyā se
maine saiṅyā se kī demand ke jhaṭ se bājā baje
maine saiṅyā se kī demand ke jhaṭ se bājā baje re
maine saiṅyā se kī demand jhaṭ se bājā baje