बहोत प्यार करते हैं तुमको सनम
बहोत प्यार करते हैं तुमको सनम
कसम चाहे ले लो खुदा की कसम
हमारी ग़ज़ल है तसव्वूर तुम्हारा
तुम्हारे बिना अब ना जीना गँवारा
तुम्हे यूँ ही चाहेंगे जब तक है दम
सागर की बाहों में मौजे हैं जितनी
हमको भी तुमसे मोहब्बत है उतनी
के ये बेकरारी ना अब होगी कम
bahot pyār karte haiṅ tumko sanam
kasam chāhe le lo khudā kī kasam
hamārī ġhazal hai tasavvūr tumhārā
tumhāre binā ab nā jīnā gṇvārā
tumhe yūṇ hī chāheṅge jab tak hai dam
sāgar kī bāhoṅ meṅ mauje haiṅ jitnī
hamko bhī tumse mohabbat hai utnī
ke ye bekrārī nā ab hogī kam