Title (Indic)भगवान दो घड़ी ज़रा इन्सान बनके देख् WorkBahar Year1951 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sachin Dev Burman Performer Geeta Dutt Writer Rajendra Krishan LyricsHindiभगवान दो घड़ी जरा इंसान बनके देख धरती पे चार दिन कभी मेहमान बनके देख मेहमान बनके देख ओ ओ ओ है जिनको तेरी याद कभी उनकी ले खबर कभी उनकी ले खबर आसमान वाले कभी गरीबों पे कर नज़र गरीबों पे कर नज़र दिल में किसी गरीब के अरमान बनके देख धरती पे चार दिन … ओ ओ ओ जो कुछ भी हो रहा है वो तेरी नज़र में है तेरी नज़र में है आ देख मेरी आस की नैया भंवर में है, नैया भंवर में है सब जानते हुए भी ना अनजान बनके देख धरती पे चार दिन … ओ ओ ओ तुझ को खबर नहीं कोई कितना निराश है कितना निराश है तिनके की डूबते को मालिक तलाश है, मालिक तलाश है इनसान बन सके ना तो भगवान बनके देख धरती पे चार दिन … Englishbhagvān do ghaṛī jarā iṅsān banke dekh dhartī pe chār din kabhī mehmān banke dekh mehmān banke dekh o o o hai jinko terī yād kabhī unkī le khabar kabhī unkī le khabar āsmān vāle kabhī garīboṅ pe kar nazar garīboṅ pe kar nazar dil meṅ kisī garīb ke armān banke dekh dhartī pe chār din … o o o jo kuchh bhī ho rahā hai vo terī nazar meṅ hai terī nazar meṅ hai ā dekh merī ās kī naiyā bhaṅvar meṅ hai, naiyā bhaṅvar meṅ hai sab jānte hue bhī nā anjān banke dekh dhartī pe chār din … o o o tujh ko khabar nahīṅ koī kitnā nirāśh hai kitnā nirāśh hai tinke kī ḍūbte ko mālik talāśh hai, mālik talāśh hai insān ban sake nā to bhagvān banke dekh dhartī pe chār din …