बहारों से पूछो मेरे प्यार को तुम्
मु: बहारों से पूछो मेरे प्यार को तुम
तुम्हारे तराने हम गा रहे हैं
सु: नज़ारों से पूछो मेरे प्यार को तुम
तुम्हारे लिए हम जिए जा रहे हैं
नज़ारों से पूछो …
मु: अगर जान तुम हो तो हम भी तो दिल हैं
भरे हैं हज़ारों मुहब्बत के अरमां
सु: अगर तुम हो सागर तो मैं भी हूँ नदिया
हैं दोनों दिलों में मुहब्बत के तूफ़ां
मु: मेरे प्यार का तो किनारा नहीं है
तेरे प्यार में हम बहे जा रहे हैं
बहारों से पूछो …
मु: ये ऊदी घटाएँ मस्ती लुटाएँ
जैसे तुम्हारी शराबी निग़ाहें
सु: ये ठंडी हवाएँ भरती हैं आहें
समझो इन्हें तुम हमारी सदाएं
मु: फ़िज़ाओं में देखो बादल नहीं हैं
ये आँचल तुम्हारे ही लहरा रहे हैं
दो: बहारों से पूछो …
mu: bahāroṅ se pūchho mere pyār ko tum
tumhāre tarāne ham gā rahe haiṅ
su: nazāroṅ se pūchho mere pyār ko tum
tumhāre lie ham jie jā rahe haiṅ
nazāroṅ se pūchho …
mu: agar jān tum ho to ham bhī to dil haiṅ
bhare haiṅ hazāroṅ muhabbat ke armāṅ
su: agar tum ho sāgar to maiṅ bhī hūṇ nadiyā
haiṅ donoṅ diloṅ meṅ muhabbat ke tūfāṅ
mu: mere pyār kā to kinārā nahīṅ hai
tere pyār meṅ ham bahe jā rahe haiṅ
bahāroṅ se pūchho …
mu: ye ūdī ghaṭāeṇ mastī luṭāeṇ
jaise tumhārī śharābī niġhāheṅ
su: ye ṭhaṅḍī havāeṇ bhartī haiṅ āheṅ
samjho inheṅ tum hamārī sadāeṅ
mu: fizāoṅ meṅ dekho bādal nahīṅ haiṅ
ye āṇchal tumhāre hī lahrā rahe haiṅ
do: bahāroṅ se pūchho …