Bahaaren aaengee honthon pe phool khilenge

बहारें आएँगी होंठों पे फूल खिलेंगे
Work
Year
Language

बहारें आएँगी होंठों पे फूल खिलेंगे
सितारों को मालूम था हम-तुम मिलेंगे

छिटकेगी चाँदनी सजेगा साज प्यार का बजेगी पैंजनी
बसोगे मन में तुम तो मन के तार बजेंगे
सितारों को मालूम था …

मिला के नैन हम-तुम दो हो गए
अजी हम पलकें उठाते ही खो गए
नैन चुराएँगे जिया निछावर करेंगे

कली जैसा कच्चा मन कहीं तोड़ न देना
बिछड़ने से पहले हम अपनी जान दे देंगे

bahāreṅ āeṇgī hoṅṭhoṅ pe phūl khileṅge
sitāroṅ ko mālūm thā ham-tum mileṅge

chhiṭkegī chāṇdnī sajegā sāj pyār kā bajegī paiṅjnī
basoge man meṅ tum to man ke tār bajeṅge
sitāroṅ ko mālūm thā …

milā ke nain ham-tum do ho gae
ajī ham palkeṅ uṭhāte hī kho gae
nain churāeṇge jiyā nichhāvar kareṅge

kalī jaisā kachchā man kahīṅ toṛ na denā
bichhaṛne se pahle ham apnī jān de deṅge