बहाए चाँद ने आँसू, ज़माना चाँदनी समझा
बहाए चाँद ने आँसू, ज़माना चाँदनी समझा - 2
किसी के दिल से हूक उठी, तो कोई रागिनी समझा - 2
छुपाया किस तरह ग़म को, ज़माने की निगाहों से - 2
ज़माने की निगाहों से
मेरा ग़म देखने वाला, मेरे ग़म को खुशी समझा
बहाए चाँद ने …
चमन को छोड़कर मैंने, गुज़ारी ज़िंदगी ऐसे - 2
गुज़ारी ज़िंदगी ऐसे
के जो काँटा नज़र आया, उसी को मैं कली समझा
बहाए चाँद ने …
bahāe chāṇd ne āṇsū, zamānā chāṇdnī samjhā - 2
kisī ke dil se hūk uṭhī, to koī rāginī samjhā - 2
chhupāyā kis tarah ġham ko, zamāne kī nigāhoṅ se - 2
zamāne kī nigāhoṅ se
merā ġham dekhne vālā, mere ġham ko khuśhī samjhā
bahāe chāṇd ne …
chaman ko chhoṛkar maiṅne, guzārī ziṅdgī aise - 2
guzārī ziṅdgī aise
ke jo kāṇṭā nazar āyā, usī ko maiṅ kalī samjhā
bahāe chāṇd ne …