Badraa chhaae ki jhoole ... ki aayaa saavan ho jhoom ke

बदरा छाए कि झूले ... कि आया सावन हो झूम के
Year
Language

र: बदरा हो बदरा छाए कि झूले पड़ गए हाय
कि मेले लग गए मच गई धूम रे
कि आया सावन हो झूम के
ल: बदरा हो बदरा छाए कि झूमे पर्वत हाय
रे कजरारी बदरिया को चूम रे
कि आया सावन हो झूम के कि आया सावन झूम के

काहे सामने सबके बालमवा तू छेड़े जालमवा
र: काहे फेंके नज़र की डोरी तू लुक-छुप के गोरी
ल: कजरा हो कजरा हाय रे बैरी बिखरा जाए रे
मेरा कजरा कि मच गई धूम रे
कि आया सावन झूम …

र: जाने किसको किसकी याद आई के चली पुरवाई
ल: जाने किस बिरहन का मन तरसा के पानी बरसा
र: कंगना हो कंगना लाए कि घर लौट के आए
परदेसी बिदेसवा से घूम के
कि आया सावन …

ल: तेरे सेहरे की हैं ये लड़ियाँ कि सावन की झड़ियाँ
र: ये हैं मस्त घटाओँ की टोली कि तेरी है डोली
ल: धड़का जाए धड़का जाए रे मेरा मनवा हाय
साजनवा कि मच गई धूम रे
को: कि आया सावन …

ra: badrā ho badrā chhāe ki jhūle paṛ gae hāy
ki mele lag gae mach gaī dhūm re
ki āyā sāvan ho jhūm ke
la: badrā ho badrā chhāe ki jhūme parvat hāy
re kajrārī badriyā ko chūm re
ki āyā sāvan ho jhūm ke ki āyā sāvan jhūm ke

kāhe sāmne sabke bālamvā tū chheṛe jālamvā
ra: kāhe pheṅke nazar kī ḍorī tū luk-chhup ke gorī
la: kajrā ho kajrā hāy re bairī bikhrā jāe re
merā kajrā ki mach gaī dhūm re
ki āyā sāvan jhūm …

ra: jāne kisko kiskī yād āī ke chalī purvāī
la: jāne kis birahan kā man tarsā ke pānī barsā
ra: kaṅgnā ho kaṅgnā lāe ki ghar lauṭ ke āe
pardesī bidesvā se ghūm ke
ki āyā sāvan …

la: tere sehre kī haiṅ ye laṛiyāṇ ki sāvan kī jhaṛiyāṇ
ra: ye haiṅ mast ghaṭāoṇ kī ṭolī ki terī hai ḍolī
la: dhaṛkā jāe dhaṛkā jāe re merā manvā hāy
sājanvā ki mach gaī dhūm re
ko: ki āyā sāvan …