Badlee se niklaa hai chaand

बदली से निकला है चाँद्
Work
Year
Language

बदली से निकला है चाँद
परदेसी सैंया लौट के तू घर आ जा घर आ जा
बदली से निकला है …

पूछे पता तेरा ठंडी हवाएँ
चुप मुझे देख के चुप हो जाएँ
लाएँ तो कैसे तुझे ढूँढ के लाएँ हो ढूँढ के लाएँ
बदली से निकला है …

आ के गुज़र गईं कितनी बहारें
और बरस गईं कितनी फुहारें
आजा तुझे हम कब से पुकारें हो कब से पुकारें
बदली से निकला है …

badlī se niklā hai chāṇd
pardesī saiṅyā lauṭ ke tū ghar ā jā ghar ā jā
badlī se niklā hai …

pūchhe patā terā ṭhaṅḍī havāeṇ
chup mujhe dekh ke chup ho jāeṇ
lāeṇ to kaise tujhe ḍhūṇḍh ke lāeṇ ho ḍhūṇḍh ke lāeṇ
badlī se niklā hai …

ā ke guzar gaīṅ kitnī bahāreṅ
aur baras gaīṅ kitnī phuhāreṅ
ājā tujhe ham kab se pukāreṅ ho kab se pukāreṅ
badlī se niklā hai …