Badlee hai na badlegee ham banjaaron kee reet

बदली है न बदलेगी हम बंजारों की रीत्
Work
Year
Language

बदली है न बदलेगी हम बंजारों की रीत
दुश्मन कहा तो दुश्मन कहा मीत कहा तो मीत
बदली है न बदलेगी …

पर्वत ऊँचे सागर गहरे दे नहीं सकते प्यार पर पहरे
पहरे तोड़ के रख देती है जिसका नाम है प्रीत
बदली है न बदलेगी …

रब ने बनाई अपनी जोड़ी ये जोड़ी न जाए तोड़ी
इक जीवन प्यासा है कितने जीवन जाएं बीत
बदली है न बदलेगी …

फूल सितारे बस तेरा ही देते हैं सब मेरी गवाही
पायल के घुंघरू भी गाते हैं ये गीत
बदली है न बदलेगी …

badlī hai na badlegī ham baṅjāroṅ kī rīt
duśhman kahā to duśhman kahā mīt kahā to mīt
badlī hai na badlegī …

parvat ūṇche sāgar gahre de nahīṅ sakte pyār par pahre
pahre toṛ ke rakh detī hai jiskā nām hai prīt
badlī hai na badlegī …

rab ne banāī apnī joṛī ye joṛī na jāe toṛī
ik jīvan pyāsā hai kitne jīvan jāeṅ bīt
badlī hai na badlegī …

phūl sitāre bas terā hī dete haiṅ sab merī gavāhī
pāyal ke ghuṅghrū bhī gāte haiṅ ye gīt
badlī hai na badlegī …