Badle badle mere sarkaar nazar aate hain

बदले बदले मेरे सरकार नज़र आते हैं
Year
Language

बदले बदले मेरे सरकर नज़र आते हैं
घर की बरबादी के आसार नज़र आते हैं

मेरे मालिक ने मुहब्बत का चलन छोड़ दिया
कर के बरबाद उम्मीदों का चमन छोड़ दिया
फूल भी अब तो ख़ार नज़र आते हैं
घर की बरबादी के ...

डूबे रहते थे मेरे प्यार में जो शाम-ओ-सहर
मेरे चेहरे से नहीं हटती थी कभी जिनकी नज़र
मेरी सूरत से ही बेज़ार नज़र आते हैं
घर की बरबादी के ...

badle badle mere sarkar nazar āte haiṅ
ghar kī barbādī ke āsār nazar āte haiṅ

mere mālik ne muhabbat kā chalan chhoṛ diyā
kar ke barbād ummīdoṅ kā chaman chhoṛ diyā
phūl bhī ab to khār nazar āte haiṅ
ghar kī barbādī ke ...

ḍūbe rahte the mere pyār meṅ jo śhām-o-sahar
mere chehre se nahīṅ haṭtī thī kabhī jinkī nazar
merī sūrat se hī bezār nazar āte haiṅ
ghar kī barbādī ke ...