ā rāg banke pyār chhāe ziṅdgī bhī gungunāe
man kyūṇ na gīt gāe pa ni dha mere man gāe jā
sapnoṅ ne sur sajāe pa ni dha mere man gāe jā
gāeṇ jo ham pyār kī sargam
tāl hai hūṇ dhaṛkan dhaṛkan dhaṛkan
kabhī yūṇ bhī to ho bas ham tum hoṅ
aur surīlī bāteṅ hoṅ
chamkīleṅ hoṅ din raṅgīṅ śhāmeṅ
aur jhilmil kartī rāteṅ hoṅ
jhoṅkā havā kā jo āe
pyār ke raṅg nae lāe
duniyā ko bhūl ke sapnoṅ meṅ jhūl ke
chhū leṅ ham āsmāṅ āo nā meharbāṅ
ho hamko ye rastā bulāe
rāg banke pyār …
kabhī yūṇ bhī to ho barse chāhat
aur bhīgeṅ is barsāt meṅ ham
hamko na koī bhī hośh rahe
ḍūbeṅ aise jazbāt meṅ ham
jo dekhe hamko vo ye jāne
śhāyad ham donoṅ haiṅ dīvāne
log hairān hoṅ aise ham tum haiṅ kyūṇ
donoṅ khoe haiṅ kyūṇ dono gumsum haiṅ kyūṇ
koī samajh nahīṅ pāe
rāg banke pyār …