Badatmeez kaho yaa kaho jaanavar meraa dil tere dil pe

बदतमीज़ कहो या कहो जानवर मेरा दिल तेरे दिल पे
Work
Year
Language

बदतमीज़ कहो या कहो जानवर मेरा दिल तेरे दिल पे फ़िदा हो गया
बचाओ कोई सम्भालो कोई ओ मेरी जान-ए-जां मैं तबाह हो गया
हो लला हो लला -2
बदतमीज़ कहो या …

कितने मीठे हैं लब तेरे जान-ए-ग़ज़ल तू बुरा भी कहे तो लगे है भला
इन्हीं अंदाज़ ने मार डाला हमें ना तुम्हारी ख़ता ना हमारी ख़ता
हो लला हो लला -2
बदतमीज़ कहो या …

मेरी उल्फ़त से नफ़रत न कर संगदिल देख इनकी बदौलत ये दुनिया बनी
इश्क़ की आग में जल के हस्ती मिटा फिर ख़बर हो तुम्हें क्‌या है दिल्लगी
हो लला हो लला -2
बदतमीज़ कहो या …

प्यार करना कोई जुर्म कब है सनम प्यार मेरा ख़ुदा प्यार मेरा धरम
प्यार मैने किया क्‌या गुनाह कर दिया तुम सोचो ज़रा तुमको मेरी क़सम
हो लला हो लला -2
बदतमीज़ कहो या …

badatmīz kaho yā kaho jānavar merā dil tere dil pe fidā ho gayā
bachāo koī sambhālo koī o merī jān-e-jāṅ maiṅ tabāh ho gayā
ho lalā ho lalā -2
badatmīz kaho yā …

kitne mīṭhe haiṅ lab tere jān-e-ġhazal tū burā bhī kahe to lage hai bhalā
inhīṅ aṅdāz ne mār ḍālā hameṅ nā tumhārī khatā nā hamārī khatā
ho lalā ho lalā -2
badatmīz kaho yā …

merī ulfat se nafrat na kar saṅgdil dekh inkī badaulat ye duniyā banī
iśhq kī āg meṅ jal ke hastī miṭā phir khabar ho tumheṅ k‌yā hai dillgī
ho lalā ho lalā -2
badatmīz kaho yā …

pyār karnā koī jurm kab hai sanam pyār merā khudā pyār merā dharam
pyār maine kiyā k‌yā gunāh kar diyā tum socho zarā tumko merī qasam
ho lalā ho lalā -2
badatmīz kaho yā …