बदन पे सितारे लपेटे हुए, ओ जान-ए-तमन्ना किधर जा रही हो
बदन पे सितारे लपेटे हुए,
ओ जान-ए-तमन्ना किधर जा रही हो
ज़रा पास आओ तो चैन आ जाए,
ज़रा पास आओ तो चैन आ जाए
हमीं जब ना होंगे, तो ऐ दिलरुबा,
किसे देखकर, हाय, शरमाओगी
ना देखोगी फिर तुम कभी आइना,
हमारे बिना रोज़ घबराओगी
बदन पे सितारे लपेटे हुए …
है बनने संवरने का जब ही मज़ा,
कोई देखने वाला आशिक़ तो हो
नहीं तो ये जलवे हैं बुझते दिये,
कोई मिटने वाला एक आशिक़ तो हो
बदन पे सितारे लपेटे हुए …
मुहब्बत कि ये इंतहा हो गई,
कि मस्ती में तुमको खुदा कह गया
ज़माना ये इंसाफ़ करता रहे,
बुरा कह गया या भला कह गया
बदन पे सितारे लपेटे हुए …
badan pe sitāre lapeṭe hue,
o jān-e-tamannā kidhar jā rahī ho
zarā pās āo to chain ā jāe,
zarā pās āo to chain ā jāe
hamīṅ jab nā hoṅge, to ai dilrubā,
kise dekhkar, hāy, śharmāogī
nā dekhogī phir tum kabhī āinā,
hamāre binā roz ghabrāogī
badan pe sitāre lapeṭe hue …
hai banne saṅvarne kā jab hī mazā,
koī dekhne vālā āśhiq to ho
nahīṅ to ye jalve haiṅ bujhte diye,
koī miṭne vālā ek āśhiq to ho
badan pe sitāre lapeṭe hue …
muhabbat ki ye iṅthā ho gaī,
ki mastī meṅ tumko khudā kah gayā
zamānā ye iṅsāf kartā rahe,
burā kah gayā yā bhalā kah gayā
badan pe sitāre lapeṭe hue …