Bachapan kee yaad dheere dheere

बचपन की याद धीरे धीरे
Work
Year
Language

बचपन की याद धीरे धीरे प्यार बन गयी
आ देख एक फुलवारी अब गुलज़ार बन गयी

दिल में मोहब्बत आयी जवानी के साथ साथ
मेरी दिल की नगरी प्यार का संसार बन गयी
आ देख एक फुलवारी …

दुनिया से जिसको हम ने छिपाया था बार बार
वो बात आके होंठों पर इक़रार बन गयी
आ देख एक फुलवारी …

bachapan kī yād dhīre dhīre pyār ban gayī
ā dekh ek phulvārī ab gulazār ban gayī

dil meṅ mohabbat āyī javānī ke sāth sāth
merī dil kī nagrī pyār kā saṅsār ban gayī
ā dekh ek phulvārī …

duniyā se jisko ham ne chhipāyā thā bār bār
vo bāt āke hoṅṭhoṅ par iqrār ban gayī
ā dekh ek phulvārī …