Bach ke jaane na doongee dildaar teree meree laagee sarat

बच के जाने न दूँगी दिलदार तेरी मेरी लागी सरत्
Work
Year
Language

ल: बच के जाने न दूँगी दिलदार तेरी मेरी लागी सरत -2
र: ( खाली जाएँगे ) -2 नैनों के बान तेरी मेरी लागी सरत -2
ल: बच के जाने न …

चाँद से मुख पे बिंदिया चमकने लगी -2
लाल होंठों की अग्नि भड़कने लगी
रूप ऐसा किसी ने न देखा कहीं -2
हर क़दम पे जवानी छलकने लगी -2
( मार डालेगा ) -2 सोलह सिंगार
तेरी मेरी लागी सरत
बच के जाने न …

र: तेरे पीछे है जग मेरे पीछे है तू
हर क़दम पे मेरा हाथ खींचे है -2
लोग जल-जल के देखे हैं मेरी तरफ़ -2
मेरी बाँहों में जब आँख मींचे है तू -2
( बड़ा अड़ियल है ) -2 मनवा हमार
तेरी मेरी लागी सरत
ल: बच के जाने न …

मुझको नैनों में कोई छुपाए नहीं -2
सीधा-सादा मुझे प्यार भाए नहीं
सच कहूँगी पिया चाहे लागे बुरा -2
तुझको छेड़े बिना चैन आए नहीं -2
( तीखी बतियों से ) -2 बढ़ता है प्यार
तेरी मेरी लागी सरत
बच के जाने न …

la: bach ke jāne na dūṇgī dildār terī merī lāgī sarat -2
ra: ( khālī jāeṇge ) -2 nainoṅ ke bān terī merī lāgī sarat -2
la: bach ke jāne na …

chāṇd se mukh pe biṅdiyā chamakne lagī -2
lāl hoṅṭhoṅ kī agni bhaṛakne lagī
rūp aisā kisī ne na dekhā kahīṅ -2
har qadam pe javānī chhalakne lagī -2
( mār ḍālegā ) -2 solah siṅgār
terī merī lāgī sarat
bach ke jāne na …

ra: tere pīchhe hai jag mere pīchhe hai tū
har qadam pe merā hāth khīṅche hai -2
log jal-jal ke dekhe haiṅ merī taraf -2
merī bāṇhoṅ meṅ jab āṇkh mīṅche hai tū -2
( baṛā aṛiyal hai ) -2 manvā hamār
terī merī lāgī sarat
la: bach ke jāne na …

mujhko nainoṅ meṅ koī chhupāe nahīṅ -2
sīdhā-sādā mujhe pyār bhāe nahīṅ
sach kahūṇgī piyā chāhe lāge burā -2
tujhko chheṛe binā chain āe nahīṅ -2
( tīkhī batiyoṅ se ) -2 baṛhtā hai pyār
terī merī lāgī sarat
bach ke jāne na …