Babam babam bam bam lahree

बबम बबम बम बम लहरी
Work
Year
Language

( बम बबम बबम बम बम लहरी ) -2 लहर लहर नदिया गहरी
जीवन नदिया बहती जाए शाम सवेरे दोपहरी
बबम बबम बम …

नाव चला मत मस्ती में तूफ़ानों की बस्ती में
लोभ की मारी दुनिया वाले नाग हैं तेरी कश्ती में
इसका काटा पानी न माँगे दुनिया है इतनी ज़हरी
बबम बबम बम …

नफ़रत से मन क्‌यूँ है भरा प्रेम से मिल इन्सान ज़रा
प्रेम ने तुझको जन्म दिया है प्रेम तो है भगवान तेरा
प्रेम की भक्‌ति कर ले फिर तू बन देहाती या शहरी
बबम बबम बम …

जग की बातें दूर के ढोल कान तेरे कच्चे मत खोल
बस में तेरे कोई बात नहीं है तू क्‌या बोलेगा मत बोल
हो तेरा कल्याण बना ले आत्मा गूंगी बहरी
बबम बबम बम …

( bam babam babam bam bam lahrī ) -2 lahar lahar nadiyā gahrī
jīvan nadiyā bahtī jāe śhām savere dopahrī
babam babam bam …

nāv chalā mat mastī meṅ tūfānoṅ kī bastī meṅ
lobh kī mārī duniyā vāle nāg haiṅ terī kaśhtī meṅ
iskā kāṭā pānī na māṇge duniyā hai itnī zahrī
babam babam bam …

nafrat se man k‌yūṇ hai bharā prem se mil insān zarā
prem ne tujhko janm diyā hai prem to hai bhagvān terā
prem kī bhak‌ti kar le phir tū ban dehātī yā śhahrī
babam babam bam …

jag kī bāteṅ dūr ke ḍhol kān tere kachche mat khol
bas meṅ tere koī bāt nahīṅ hai tū k‌yā bolegā mat bol
ho terā kalyāṇ banā le ātmā gūṅgī bahrī
babam babam bam …