Baat takoon main teree kothe charh ke

बाट तकूँ मैं तेरी कोठे चढ़ के
Work
Year
Language

बाट तकूँ मैं तेरी कोठे चढ़ के -2
आजा मेरे बालमा बहाना कर के -2

बाट तकूँ मैं तेरी कोठे चढ़ के -2
आजा मेरे बालमा बहाना कर के -2

( हो सावन आया है आयीं ठण्डी हवायें
ठण्डी हवायें ) -2
( साथ-साथ लायी हैं वो काली घटायें
काली घटायें ) -2
अच्छा नहीं रहना दुनिया से डर के -2
आजा मेरे बालमा बहाना कर के -2

पक गईं अंखियाँ तक-तक राह -2
( दिल में जगी है तेरे मिलने की चाह
मिलने की चाह ) -2
तेरे मिलने को मेरा जिया धड़के -2
आजा मेरे बालमा बहाना कर के -2

( हो के दीवानी मैं तो तेरे प्यार में
तेरे प्यार में ) -2
( खड़ी हूँ मैं तो सजन तेरे इंतज़ार में
तेरे इंतज़ार में ) -2
दिल में आँखों में तेरी याद भड़के -2
आजा मेरे बालमा बहाना कर के -2
बाट तकूँ मैं तेरी कोठे चढ़ के -2
आजा मेरे बालमा बहाना कर के -2

bāṭ takūṇ maiṅ terī koṭhe chaṛh ke -2
ājā mere bālmā bahānā kar ke -2

bāṭ takūṇ maiṅ terī koṭhe chaṛh ke -2
ājā mere bālmā bahānā kar ke -2

( ho sāvan āyā hai āyīṅ ṭhaṇḍī havāyeṅ
ṭhaṇḍī havāyeṅ ) -2
( sāth-sāth lāyī haiṅ vo kālī ghaṭāyeṅ
kālī ghaṭāyeṅ ) -2
achchhā nahīṅ rahnā duniyā se ḍar ke -2
ājā mere bālmā bahānā kar ke -2

pak gaīṅ aṅkhiyāṇ tak-tak rāh -2
( dil meṅ jagī hai tere milne kī chāh
milne kī chāh ) -2
tere milne ko merā jiyā dhaṛke -2
ājā mere bālmā bahānā kar ke -2

( ho ke dīvānī maiṅ to tere pyār meṅ
tere pyār meṅ ) -2
( khaṛī hūṇ maiṅ to sajan tere iṅtazār meṅ
tere iṅtazār meṅ ) -2
dil meṅ āṇkhoṅ meṅ terī yād bhaṛke -2
ājā mere bālmā bahānā kar ke -2
bāṭ takūṇ maiṅ terī koṭhe chaṛh ke -2
ājā mere bālmā bahānā kar ke -2