बात इतनी सी है कह दो कोई दीवानों से
बात इतनी सी है कह दो कोई दीवानों से
आदमी वो है जो खेला करे तूफ़ानों से
बात इतनी सी है …
नई मंज़िल नई राहों पे चले हैं हम तो
ये मालूम है काँटों पे चले हैं हम तो
( ग़म भी डर जाता है ) -2 हम जैसे मस्तानों से
आदमी वो है …
अपनी तक़दीर पे रोना बड़ी नादानी है
जान सी चीज़ को खोना बड़ी नादानी है
( कुछ तो धीरज रखो ) -2 कह दो कोई नादानों से
आदमी वो है …
ज़िन्दगी वो है चमन के फूल भी खिल जाते हैं
दिल के टुकड़े जो बिछड़ते हैं वो मिल जाते हैं
जैसे शीशे कभी मिल जाते हैं पैमानों से
आदमी वो है …
bāt itnī sī hai kah do koī dīvānoṅ se
ādmī vo hai jo khelā kare tūfānoṅ se
bāt itnī sī hai …
naī maṅzil naī rāhoṅ pe chale haiṅ ham to
ye mālūm hai kāṇṭoṅ pe chale haiṅ ham to
( ġham bhī ḍar jātā hai ) -2 ham jaise mastānoṅ se
ādmī vo hai …
apnī taqdīr pe ronā baṛī nādānī hai
jān sī chīz ko khonā baṛī nādānī hai
( kuchh to dhīraj rakho ) -2 kah do koī nādānoṅ se
ādmī vo hai …
zindgī vo hai chaman ke phūl bhī khil jāte haiṅ
dil ke ṭukaṛe jo bichhaṛte haiṅ vo mil jāte haiṅ
jaise śhīśhe kabhī mil jāte haiṅ paimānoṅ se
ādmī vo hai …