बालमा रे हाय ... मोरी लट सुलझा दे
बालमा रे हाय बालमा मोरी लट सुलझा दे -2
बिन्दिया खो गई खो गई रे
बालमा रे हाय …
तुझको मेरी प्रीत पुकारे
ये अधूरा गीत पुकारे
ओ मेरे नैन हैं बेचैन ज़रा देखो जी
ओ मेरा हाल है बेहाल ज़रा सोचो जी
बालमा रे हाय …
दिल का प्यारा दिल का वासी
समझे न ज़ालिम बात ज़रा सी
ओ तेरे प्यार की सौ बार क़सम खाती हूँ
ओ तेरे नाम पे दिल थाम के रह जाती हूँ
बालमा रे हाय …
प्रीत ने छेड़ी है शहनाई
दिल से हो गई दिल की सगाई
ओ मेरे प्यार का ये तार कभी टूटे ना
ओ मेरे हाथ से ये हाथ कभी छूटे ना
बालमा रे हाय …
bālmā re hāy bālmā morī laṭ suljhā de -2
bindiyā kho gaī kho gaī re
bālmā re hāy …
tujhko merī prīt pukāre
ye adhūrā gīt pukāre
o mere nain haiṅ bechain zarā dekho jī
o merā hāl hai behāl zarā socho jī
bālmā re hāy …
dil kā pyārā dil kā vāsī
samjhe na zālim bāt zarā sī
o tere pyār kī sau bār qasam khātī hūṇ
o tere nām pe dil thām ke rah jātī hūṇ
bālmā re hāy …
prīt ne chheṛī hai śhahnāī
dil se ho gaī dil kī sagāī
o mere pyār kā ye tār kabhī ṭūṭe nā
o mere hāth se ye hāth kabhī chhūṭe nā
bālmā re hāy …