बाजरे के खेत में ... मुआ काला कौवा आया
हईया हईया हो हो हो ओ
बाजरे के खेत में काला कौवा आया
चोंच मार के बाली तोड़ी कांव कांव चिल्लाया
मुआ काला कौवा आया
दिन में बैरी खेत में आए रात को छत पे बोले
देखके मेरा रूप सुहाना पंख उठा के डोले
लाख उड़ाया मैने लेकिन ये नहीं उड़ पाया
मुआ काला कौवा आया …
कल की बात सुनाऊं बैरी सुबह से पीछे लगा
हो मौक़ा पाकर ये बालों का गजरा ले कर भागा
ओए होए
ओ यूं लगता है प्रेम नगर से ये कौवा है आया
मुआ काला कौवा आया …
haīyā haīyā ho ho ho o
bājre ke khet meṅ kālā kauvā āyā
choṅch mār ke bālī toṛī kāṅv kāṅv chillāyā
muā kālā kauvā āyā
din meṅ bairī khet meṅ āe rāt ko chhat pe bole
dekhke merā rūp suhānā paṅkh uṭhā ke ḍole
lākh uṛāyā maine lekin ye nahīṅ uṛ pāyā
muā kālā kauvā āyā …
kal kī bāt sunāūṅ bairī subah se pīchhe lagā
ho mauqā pākar ye bāloṅ kā gajrā le kar bhāgā
oe hoe
o yūṅ lagtā hai prem nagar se ye kauvā hai āyā
muā kālā kauvā āyā …