बाहों में तेरी, मस्ती के घेरे, सांसों में तेरी
बाहों में तेरी, मस्ती के घेरे
सांसों में तेरी, खुशबू के डेरे
मस्ती के घेरों में, खुशबू के डेरे में, हम खोए जाते हैं
male : ख़्वाबों में जिसको, तनहा जवानी
बरसों से तकती थी, तू वही है
female : छूने से जिसको, सीने में मेरी
लौ जाग सकती थी, तू वही है
male : कुछ ख़्वाब मेरे, कुछ ख़्वाब तेरे
female : यूँ मिलते जाते हैं
दिल खिलते जाते हैं, लब गुन-गुनाते हैं
बाहों में तेरी …
male : बिखरा के ज़ुल्फ़ें, झुक जाओ मुझपे
मिलने दो साया, तपते बदन को
female : मैने हमेशा, तेरी अमानत
समझा है मेरे, जानाज़ तन को
male : तू साथ मेरे, मैं साथ तेरे
female : रूहों के रूहों से
जिस्मों के जिस्मों से, सदियों के नाते हैं
बाहों में तेरी …
bāhoṅ meṅ terī, mastī ke ghere
sāṅsoṅ meṅ terī, khuśhbū ke ḍere
mastī ke gheroṅ meṅ, khuśhbū ke ḍere meṅ, ham khoe jāte haiṅ
male : khvāboṅ meṅ jisko, tanhā javānī
barsoṅ se taktī thī, tū vahī hai
female : chhūne se jisko, sīne meṅ merī
lau jāg saktī thī, tū vahī hai
male : kuchh khvāb mere, kuchh khvāb tere
female : yūṇ milte jāte haiṅ
dil khilte jāte haiṅ, lab gun-gunāte haiṅ
bāhoṅ meṅ terī …
male : bikhrā ke zulfeṅ, jhuk jāo mujhpe
milne do sāyā, tapte badan ko
female : maine hameśhā, terī amānat
samjhā hai mere, jānāz tan ko
male : tū sāth mere, maiṅ sāth tere
female : rūhoṅ ke rūhoṅ se
jismoṅ ke jismoṅ se, sadiyoṅ ke nāte haiṅ
bāhoṅ meṅ terī …