बाहों में ले लूं ज़ुल्फ़ों से खेलूं
बाहों में ले लूं ज़ुल्फ़ों से खेलूं
बेताब मोहब्बत कहती है आजा आजा
पागल दीवाना आवारा किस नाम से तुझको पुकारूं मैं
पलकों के साए में रखूं या दिल में तुझको उतारूं मैं
जो दिल को तेरे भा जाए उस नाम से मुझको पुकार ले तू
आँखों की सुनहरी गलियों से मुझे अपने दिल में उतार ले तू
मेरी तमन्ना मेरा यार है मेरी मोहब्बत मेरा प्यार है
कैसे बताऊं तुझको भला मैं मुझको तेरा इंतज़ार है
होंठों पे मेरे तेरी बात है अपना तो जनमों का साथ है
मैने छोड़ा सारा ज़माना हाथों में तेरा हाथ है
रंगीला आशिक़ मस्ताना किस नाम से तुझको पुकारूं मैं
पलकों के साए में …
जन्नत से आई कोई हूर है इश्क़ में मेरे तू तो चूर है
भूले तुझे ना इक पल मेरा दिल इस में मेरा क्या कसूर है
दुनिया मेरे पैरों की धूल है मेरे जूड़े में तेरा फूल है
तेरे लिए जो मुझको मिला वो दर्द भी मुझको कबूल है
bāhoṅ meṅ le lūṅ zulfoṅ se khelūṅ
betāb mohabbat kahtī hai ājā ājā
pāgal dīvānā āvārā kis nām se tujhko pukārūṅ maiṅ
palkoṅ ke sāe meṅ rakhūṅ yā dil meṅ tujhko utārūṅ maiṅ
jo dil ko tere bhā jāe us nām se mujhko pukār le tū
āṇkhoṅ kī sunahrī galiyoṅ se mujhe apne dil meṅ utār le tū
merī tamannā merā yār hai merī mohabbat merā pyār hai
kaise batāūṅ tujhko bhalā maiṅ mujhko terā iṅtazār hai
hoṅṭhoṅ pe mere terī bāt hai apnā to janmoṅ kā sāth hai
maine chhoṛā sārā zamānā hāthoṅ meṅ terā hāth hai
raṅgīlā āśhiq mastānā kis nām se tujhko pukārūṅ maiṅ
palkoṅ ke sāe meṅ …
jannat se āī koī hūr hai iśhq meṅ mere tū to chūr hai
bhūle tujhe nā ik pal merā dil is meṅ merā kyā kasūr hai
duniyā mere pairoṅ kī dhūl hai mere jūṛe meṅ terā phūl hai
tere lie jo mujhko milā vo dard bhī mujhko kabūl hai