Baagon kee too raanee hai haan hoon ... baagon kaa too raajkumaar

बागों की तू रानी है हाँ हूँ ... बागों का तू राजकुमार्
Work
Year
Language

बागों की तू रानी है
हाँ हूँ -3
अमवा पर छाई जवानी है
हाँ हूँ -3
सेबों पे आ गई लाली महकने लगे अनार
ओ बागों का तू राजकुमार
हाँ हूँ -3
तेरे लिए है इनकी बहार
हाँ हूँ -3
ओ कलियां आईं शबाबों पर फूलों पे आया निखार
ओ बागों की तू रानी है
हाँ हूँ -3
अरे बागों का तू राजकुमार
हाँ हूँ -3

अंगूरी बेलें आपस में खेलें मौसम-ए-गुल के मेले को
चमके पपीता सोने जैसा रंग देखो अलबेले को
देखो देखो अर र र देखो न
जामुन सी आँखें चीकू सी बातें होंठ संतरे के जैसे
तेरे बदन के आगे चमन को देखूं तो कैसे देखूं
चल देखो दिल को सम्भालो बुरी निगाहें न डालो
ना ना ना ना ना ना
ना मिला है तुमको तो अभी कोई अख्तियार
ऐ बागों की तू रानी है …

चल जा रे महक गए संतरे तो पक गए
लचके डाली डाली
करे न चोरी कोई ओ गोरी
कहां है इनका माली
बोलो बोलो अरे बोलो बोलो
माली बनेगा वही जो इनकी कर पाए रखवाली
अब तक मैने सम्भाली ये बगिया अब न जाए सम्भाली
चुन ले तू मुझको माली करूंगा मैं रखवाली
छू न पाए तुझे कोई करूंगा पहरेदारी
बागों की तू रानी है …

bāgoṅ kī tū rānī hai
hāṇ hūṇ -3
amvā par chhāī javānī hai
hāṇ hūṇ -3
seboṅ pe ā gaī lālī mahakne lage anār
o bāgoṅ kā tū rājkumār
hāṇ hūṇ -3
tere lie hai inkī bahār
hāṇ hūṇ -3
o kaliyāṅ āīṅ śhabāboṅ par phūloṅ pe āyā nikhār
o bāgoṅ kī tū rānī hai
hāṇ hūṇ -3
are bāgoṅ kā tū rājkumār
hāṇ hūṇ -3

aṅgūrī beleṅ āpas meṅ kheleṅ mausam-e-gul ke mele ko
chamke papītā sone jaisā raṅg dekho albele ko
dekho dekho ar ra ra dekho na
jāmun sī āṇkheṅ chīkū sī bāteṅ hoṅṭh saṅtre ke jaise
tere badan ke āge chaman ko dekhūṅ to kaise dekhūṅ
chal dekho dil ko sambhālo burī nigāheṅ na ḍālo
nā nā nā nā nā nā
nā milā hai tumko to abhī koī akhtiyār
ai bāgoṅ kī tū rānī hai …

chal jā re mahak gae saṅtre to pak gae
lachke ḍālī ḍālī
kare na chorī koī o gorī
kahāṅ hai inkā mālī
bolo bolo are bolo bolo
mālī banegā vahī jo inkī kar pāe rakhvālī
ab tak maine sambhālī ye bagiyā ab na jāe sambhālī
chun le tū mujhko mālī karūṅgā maiṅ rakhvālī
chhū na pāe tujhe koī karūṅgā pahredārī
bāgoṅ kī tū rānī hai …