बादलों से काट-काट के ... ये मुझे क्या हो गया
( बादलों से काट-काट के
काग़ज़ों पे नाम जोड़ना ) -2
ये मुझे क्या हो गया
अरे ये मुझे क्या हो गया
डोरियों से बाँध-बाँढ के
रात भर चाँद तोड़ना
ये मुझे क्या हो गया -2
( एक बार तुमको जब बरसते पानियों के पार देखा था
यूँ लगा था जैसे गुनगुनाता एक आबशार देखा था
) -2
तब से मेरी नींद में बरसती रहती हो
बोलती बहुत हो और laugh हँसती रहती हो
जो तुझे जानता न हो
उससे तेरा नाम पूछना
ये मुझे क्या हो गया -3
( देखो यूँ खुले बदन तुम
देखो यूँ खुले बदन गुलाबी साहिलों पे आया न करो
तुम नमक भरे समन्दरों में इस तरह नहाया न करो
सारा दिन चाँदनी सी छायी रहती है
और गुलाबी धूप बौखलाई रहती है
जामुनों की नर्म डाल पे
नाखुनों से नाम खोदना
ये मुझे क्या हो गया -2
बादलों से काट-काट के
काग़ज़ों पे नाम जोड़ना
डोरियों से बाँध-बाँढ के
रात भर चाँद तोड़ना
ये मुझे क्या हो गया
( bādloṅ se kāṭ-kāṭ ke
kāġhazoṅ pe nām joṛnā ) -2
ye mujhe kyā ho gayā
are ye mujhe kyā ho gayā
ḍoriyoṅ se bāṇdh-bāṇḍh ke
rāt bhar chāṇd toṛnā
ye mujhe kyā ho gayā -2
( ek bār tumko jab baraste pāniyoṅ ke pār dekhā thā
yūṇ lagā thā jaise gungunātā ek ābśhār dekhā thā
) -2
tab se merī nīṅd meṅ barastī rahtī ho
boltī bahut ho aur laugh hṇstī rahtī ho
jo tujhe jāntā na ho
usse terā nām pūchhnā
ye mujhe kyā ho gayā -3
( dekho yūṇ khule badan tum
dekho yūṇ khule badan gulābī sāhiloṅ pe āyā na karo
tum namak bhare samandroṅ meṅ is tarah nahāyā na karo
sārā din chāṇdnī sī chhāyī rahtī hai
aur gulābī dhūp baukhlāī rahtī hai
jāmunoṅ kī narm ḍāl pe
nākhunoṅ se nām khodnā
ye mujhe kyā ho gayā -2
bādloṅ se kāṭ-kāṭ ke
kāġhazoṅ pe nām joṛnā
ḍoriyoṅ se bāṇdh-bāṇḍh ke
rāt bhar chāṇd toṛnā
ye mujhe kyā ho gayā