Baadal kaalaa, koyal kaalee us se kaalee raat hai

बादल काला, कोयल काली उस से काली रात है
Year
Language

बादल काला, कोयल काली, उस से काली रात है,
उस से काली ज़ुल्फ़ तेरी जो सावन की हमराज़ है
बादल काला …

बेला गोरा, जुही गोरी, उस से गोरी चाँदनी,
उस से गोरा मुखड़ा तेरा जिस पे मुझको नाज़ है
बादल काला …

अम्बर नीला, सागर नीली, उस से नीला नील कमल,
उस से नीली आँखें तेरी जिन में गहरा राज़ है
बादल काला …

सुर है मीठा, लय है मीठी, उस से मीठी रागिनी,
उस से मीठे होंठ हैं तेरे, और तेरी आवाज़ है
बादल काला …

bādal kālā, koyal kālī, us se kālī rāt hai,
us se kālī zulf terī jo sāvan kī hamrāz hai
bādal kālā …

belā gorā, juhī gorī, us se gorī chāṇdnī,
us se gorā mukhaṛā terā jis pe mujhko nāz hai
bādal kālā …

ambar nīlā, sāgar nīlī, us se nīlā nīl kamal,
us se nīlī āṇkheṅ terī jin meṅ gahrā rāz hai
bādal kālā …

sur hai mīṭhā, lay hai mīṭhī, us se mīṭhī rāginī,
us se mīṭhe hoṅṭh haiṅ tere, aur terī āvāz hai
bādal kālā …