बादल गरजा बिजली चमकी ... मैं प्यार में हूँ
बादल गरजा बिजली चमकी बरस बरस बरसात हुई
पर ऐसे ना सुलगीं साँसें अबके बरस क्या बात हुई
मैं प्यार में हूँ मुझे प्यार हो गया
मेरा दिल मेरा नहीं मेरा दिल खो गया
तेरी आँखों की नींद बनके
तेरी आँखों में सो गया
मैं प्यार में हूँ …
एक तेरे सिवा कुछ दिखाई न दे
धड़कनों के सिवा कुछ सुनाई न दे
ये तो असर है दीवानगी का
आया है मौसम ये आशिक़ी का
पलकों में रख ले सपना बना के
ले जा मुझे तू मुझसे चुरा के
गोरी सी बाहों में खुश्बू की राहों में
जाने कहाँ खो गया
मैं प्यार में हूँ …
टूट के चुभ गया कोई शीशा कहीं
दर्द होता कहाँ कुछ पता भी नहीं
जान-ए-तमन्ना जाने न जिसको
दर्द-ए-मोहब्बत कहते हैं इसको
इस दर्द में भी आराम आए
कोई किसी को कैसे बताए
ऐसा है ऐसा है जादू ये ऐसा है
सीने से मुझको लगा
मैं प्यार में हूँ …
bādal garjā bijlī chamkī baras baras barsāt huī
par aise nā sulgīṅ sāṇseṅ abke baras kyā bāt huī
maiṅ pyār meṅ hūṇ mujhe pyār ho gayā
merā dil merā nahīṅ merā dil kho gayā
terī āṇkhoṅ kī nīṅd banke
terī āṇkhoṅ meṅ so gayā
maiṅ pyār meṅ hūṇ …
ek tere sivā kuchh dikhāī na de
dhaṛaknoṅ ke sivā kuchh sunāī na de
ye to asar hai dīvāngī kā
āyā hai mausam ye āśhiqī kā
palkoṅ meṅ rakh le sapnā banā ke
le jā mujhe tū mujhse churā ke
gorī sī bāhoṅ meṅ khuśhbū kī rāhoṅ meṅ
jāne kahāṇ kho gayā
maiṅ pyār meṅ hūṇ …
ṭūṭ ke chubh gayā koī śhīśhā kahīṅ
dard hotā kahāṇ kuchh patā bhī nahīṅ
jān-e-tamannā jāne na jisko
dard-e-mohabbat kahte haiṅ isko
is dard meṅ bhī ārām āe
koī kisī ko kaise batāe
aisā hai aisā hai jādū ye aisā hai
sīne se mujhko lagā
maiṅ pyār meṅ hūṇ …