बादल बिजली का बाजा लेके आ सावन राजा
बादल बिजली का बाजा लेके आ सावन राजा
लल्ल लल्ल लल्ला ल ल
हो थप थप ज़रा तो आए मज़ा न कर देर जल्दी से आजा
बादल बिजली का …
हो छप छप सनम तो आए मज़ा न कर देर जल्दी से आजा
निकल सके न कोई आज घर से
ऐसे ज़ोर ज़ोर से पानी बरसे
डू रू
तो mummy मेरी ये मुझसे कहे
baby आज school न जा
बादल बिजली का …
ओ हो हो
बचपन नानी दादी की है लोरी
जीवन है मगर इक love story
वो लोरी सुनी कई बार
पर ये love story हमको सुना जा
बादल बिजली का …
bādal bijlī kā bājā leke ā sāvan rājā
lall lall lallā la la
ho thap thap zarā to āe mazā na kar der jaldī se ājā
bādal bijlī kā …
ho chhap chhap sanam to āe mazā na kar der jaldī se ājā
nikal sake na koī āj ghar se
aise zor zor se pānī barse
ḍū rū
to mummy merī ye mujhse kahe
baby āj school na jā
bādal bijlī kā …
o ho ho
bachapan nānī dādī kī hai lorī
jīvan hai magar ik love story
vo lorī sunī kaī bār
par ye love story hamko sunā jā
bādal bijlī kā …