बादल बहारें नज़ारे पर्वत नदी और धारे
बादल बहारें नज़ारे पर्वत नदी और धारे
चाँद और सूरज सितारे मैं कदमों में रख दूं तुम्हारे
मेरे सनम तेरा करम कैसे करूं मैं शुक्रिया
लेकिन मुझे तू चाहिये कुछ भी नहीं तेरे सिवा
गाए हवा गाए फ़िज़ा गाते हैं ये झरने भी
तुम ज़रा गाने लगे गीत गाएं गुनगुनाएं भंवरे भी
सुन तो ज़रा ओ मेरे महबूब सुन ले ज़रा
मेरे प्यार भरे नग़्में तेरे
चाँद और सूरज सितारे …
तुम जो फूलों के रंग किरणों के रंग
सात रंग ले के आऊं तेरे लिए
मौसम के रंग अम्बर के रंग सारे रंग मैं सजाऊं
तेरे लिए ओ मेरे महबूब तेरे लिए
हर रंग में कहती हूँ मैं मेरे देवता कितना तुझे
जो रंग में रंग है तेरा उस रंग में रंग दे मुझे
bādal bahāreṅ nazāre parvat nadī aur dhāre
chāṇd aur sūraj sitāre maiṅ kadmoṅ meṅ rakh dūṅ tumhāre
mere sanam terā karam kaise karūṅ maiṅ śhukriyā
lekin mujhe tū chāhiye kuchh bhī nahīṅ tere sivā
gāe havā gāe fizā gāte haiṅ ye jharne bhī
tum zarā gāne lage gīt gāeṅ gungunāeṅ bhaṅvre bhī
sun to zarā o mere mahbūb sun le zarā
mere pyār bhare naġhmeṅ tere
chāṇd aur sūraj sitāre …
tum jo phūloṅ ke raṅg kirṇoṅ ke raṅg
sāt raṅg le ke āūṅ tere lie
mausam ke raṅg ambar ke raṅg sāre raṅg maiṅ sajāūṅ
tere lie o mere mahbūb tere lie
har raṅg meṅ kahtī hūṇ maiṅ mere devtā kitnā tujhe
jo raṅg meṅ raṅg hai terā us raṅg meṅ raṅg de mujhe