Baadal to aae lahraa ke chhaae

बादल तो आए लहरा के छाए
Work
Year
Language

बादल तो आए लहरा के छाए
ओ आने वाले पर तुम तो न आए

तुम ज़िन्दगी में क्‌यूँ मेरी आ कर
ग़ुम हो गए हो ऐसे मुझको भुला कर
मैं प्यार तेरा दिल में सजा कर
बैठी हूँ कब से आस लगा कर
दुख मेरे दिल के होंठों पे आए
ओ आने वाले पर …

आवाज़ मेरी आ जाओ सुन के
तोड़ो न सपने हाय मेरे नयन के
इस बार तुमसे किसी भी जतन से
मैं राज़ अपने सारे कह दूँगी मन के
ख़ामोश रह के ये दर्द पाए
ओ आने वाले पर …

bādal to āe lahrā ke chhāe
o āne vāle par tum to na āe

tum zindgī meṅ k‌yūṇ merī ā kar
ġhum ho gae ho aise mujhko bhulā kar
maiṅ pyār terā dil meṅ sajā kar
baiṭhī hūṇ kab se ās lagā kar
dukh mere dil ke hoṅṭhoṅ pe āe
o āne vāle par …

āvāz merī ā jāo sun ke
toṛo na sapne hāy mere nayan ke
is bār tumse kisī bhī jatan se
maiṅ rāz apne sāre kah dūṇgī man ke
khāmośh rah ke ye dard pāe
o āne vāle par …