Baaboo lo chal gayaa naa jaadoo nazron kaa

बाबू लो चल गया ना जादू नज़रों का
Year
Language

अइ अइ अइ अइ
बाबू लो चल गया ना जादू नज़रों का

baby कह ही दिया ना तूने दीवाना

देखो इल्ज़ाम चाहत का हम पे नहीं

ज़रा सच-सच बताना भले आदमी

ये तो कहती है हर मनचली नाज़नीं

आशिक़ों को जगाता है ये हुस्न ही

दिल में धुक-धुक होने लगी

धड़कनें कुछ-कुछ कहने लगीं

बाबू लो चल गया ना जादू नज़रों का
baby कह ही दिया ना तूनें दीवाना

आयें चाहें कितने ही ग़म बस हो तेरा साथ सनम

मेरी ख़ुशियाँ तुझपे निछावर कर दूँ सारी तेरी क़सम

प्यार के रास्ते हो गये रोशन जल उठी है वफ़ा की अगन

अब तो बुझने ना पाये शमा प्यार की

प्यार ही है दवा तेरे बीमार की

एक दूजे से रूठे हों दोनों कभी आने पाये न ऐसी घड़ी

बाबू लो चल गया ना जादू नज़रों का
baby कह ही दिया ना तूनें दीवाना
देखो इल्ज़ाम चाहत का हम पे नहीं
ज़रा सच-सच बताना भले आदमी
ये तो कहती है हर मनचली नाज़नीं
आशिक़ों को जगाता है ये हुस्न ही
दिल में धुक-धुक होने लगी
धड़कनें कुछ-कुछ कहने लगीं

रूप तेरा रंग तेरा जैसे सोना चाँदी है

दिल ये तेरा हीरे जैसा प्यार तेरा मोती-मोती है

प्यार कि मंज़िल मिल गई हमको जबसे मिली है मोहब्बत तेरी

तेरी बाँहों में गुज़रेगी ये ज़िंदगी हम करेंगे सदा अब तेरी बंदगी

मेरा दिन है सनम अब ये सूरत तेरी मेरी रातें हैं ज़ुल्फ़ें तेरी

बाबू लो चल गया ना जादू नज़रों का
baby कह ही दिया ना तूनें दीवाना
देखो इल्ज़ाम चाहत का हम पे नहीं
ज़रा सच-सच बताना भले आदमी
ये तो कहती है हर मनचली नाज़नीं
आशिक़ों को जगाता है ये हुस्न ही
दिल में धुक-धुक होने लगी
धड़कनें कुछ-कुछ कहने लगीं

बाबू लो चल गया ना जादू नज़रों का
baby कह ही दिया ना तूनें दीवाना

ai ai ai ai
bābū lo chal gayā nā jādū nazroṅ kā

baby kah hī diyā nā tūne dīvānā

dekho ilzām chāhat kā ham pe nahīṅ

zarā sach-sach batānā bhale ādmī

ye to kahtī hai har manachlī nāznīṅ

āśhiqoṅ ko jagātā hai ye husn hī

dil meṅ dhuk-dhuk hone lagī

dhaṛakneṅ kuchh-kuchh kahne lagīṅ

bābū lo chal gayā nā jādū nazroṅ kā
baby kah hī diyā nā tūneṅ dīvānā

āyeṅ chāheṅ kitne hī ġham bas ho terā sāth sanam

merī khuśhiyāṇ tujhpe nichhāvar kar dūṇ sārī terī qasam

pyār ke rāste ho gaye rośhan jal uṭhī hai vafā kī agan

ab to bujhne nā pāye śhamā pyār kī

pyār hī hai davā tere bīmār kī

ek dūje se rūṭhe hoṅ donoṅ kabhī āne pāye na aisī ghaṛī

bābū lo chal gayā nā jādū nazroṅ kā
baby kah hī diyā nā tūneṅ dīvānā
dekho ilzām chāhat kā ham pe nahīṅ
zarā sach-sach batānā bhale ādmī
ye to kahtī hai har manachlī nāznīṅ
āśhiqoṅ ko jagātā hai ye husn hī
dil meṅ dhuk-dhuk hone lagī
dhaṛakneṅ kuchh-kuchh kahne lagīṅ

rūp terā raṅg terā jaise sonā chāṇdī hai

dil ye terā hīre jaisā pyār terā motī-motī hai

pyār ki maṅzil mil gaī hamko jabse milī hai mohabbat terī

terī bāṇhoṅ meṅ guzregī ye ziṅdgī ham kareṅge sadā ab terī baṅdgī

merā din hai sanam ab ye sūrat terī merī rāteṅ haiṅ zulfeṅ terī

bābū lo chal gayā nā jādū nazroṅ kā
baby kah hī diyā nā tūneṅ dīvānā
dekho ilzām chāhat kā ham pe nahīṅ
zarā sach-sach batānā bhale ādmī
ye to kahtī hai har manachlī nāznīṅ
āśhiqoṅ ko jagātā hai ye husn hī
dil meṅ dhuk-dhuk hone lagī
dhaṛakneṅ kuchh-kuchh kahne lagīṅ

bābū lo chal gayā nā jādū nazroṅ kā
baby kah hī diyā nā tūneṅ dīvānā