बाबा तेरी ये जवानी मेरा पीछा ना छोड़े
कोई पी के शीशे के गिलास को फोड़े
कोई यहां किसी की कलाई मरोड़े
कोई यहां नैनों से नैना जोड़े
कोई बेवफ़ाई करे दिल को तोड़े
ओ बाबा ऐ बाबा
बाबा तेरी ये जवानी मेरा पीछा ना छोड़े
ओ बाबा ऐ बाबा
बाबा तेरी ये कहानी मेरा पीछा ना छोड़े
बाबा तेरी ये जवानी …
लाख मनाऊं पर कहना ना माने
हाल मेरे दिल का बिल्कुल न जाने
इस पागल को समझाऊं मैं कैसे
मजबूरी इसको मैं बताऊं कैसे
आगे चलूं पीछे पीछे ये दौड़े
बाबा तेरी ये जवानी …
रोज मेरे सपनों में आए जाए
मेरी मोहब्बत में वो जान लुटाए
बोले आ तू मेरी मांग सजा दे
जल्दी से तू दुल्हन मुझे बना दे
कोई कैसे तोड़े रब जो रिश्ता जोड़े
बाबा तेरी ये जवानी …
कोई पी के शीशे के गिलास को फोड़े
कोई यहां किसी की कलाई मरोड़े
कोई यहां नैनों से नैना जोड़े
कोई बेवफ़ाई करे दिल को तोड़े
ओ बाबा ऐ बाबा
बाबा मेरी ये जवानी मेरा पीछा ना छोड़े
ओ बाबा ऐ बाबा
बाबा मेरी ये कहानी मेरा पीछा ना छोड़े
बाबा मेरी ये जवानी …
चोर जो आएं तो भिजवा दूं थाने
आँखों से जो मारूं मर जाएं दीवाने
तौबा मेरी तौबा जवानी के डर से
आजकल मैं तो निकलूं ना घर से
खेल लगे हैं मेरे रंग निगोड़े
बाबा मेरी ये जवानी …
ख्वाब हो तो उसको पलकों में छुपा लूं
दर्द हो तो उसको सीने में दबा लूं
इस बैरन को छुपाऊं हाय कैसे
हाल किसी को बताऊं हाय कैसे
आगे चलूं पीछे पीछे ये दौड़े
बाबा मेरी ये जवानी …
koī pī ke śhīśhe ke gilās ko phoṛe
koī yahāṅ kisī kī kalāī maroṛe
koī yahāṅ nainoṅ se nainā joṛe
koī bevafāī kare dil ko toṛe
o bābā ai bābā
bābā terī ye javānī merā pīchhā nā chhoṛe
o bābā ai bābā
bābā terī ye kahānī merā pīchhā nā chhoṛe
bābā terī ye javānī …
lākh manāūṅ par kahnā nā māne
hāl mere dil kā bilkul na jāne
is pāgal ko samjhāūṅ maiṅ kaise
majbūrī isko maiṅ batāūṅ kaise
āge chalūṅ pīchhe pīchhe ye dauṛe
bābā terī ye javānī …
roj mere sapnoṅ meṅ āe jāe
merī mohabbat meṅ vo jān luṭāe
bole ā tū merī māṅg sajā de
jaldī se tū dulhan mujhe banā de
koī kaise toṛe rab jo riśhtā joṛe
bābā terī ye javānī …
koī pī ke śhīśhe ke gilās ko phoṛe
koī yahāṅ kisī kī kalāī maroṛe
koī yahāṅ nainoṅ se nainā joṛe
koī bevafāī kare dil ko toṛe
o bābā ai bābā
bābā merī ye javānī merā pīchhā nā chhoṛe
o bābā ai bābā
bābā merī ye kahānī merā pīchhā nā chhoṛe
bābā merī ye javānī …
chor jo āeṅ to bhijvā dūṅ thāne
āṇkhoṅ se jo mārūṅ mar jāeṅ dīvāne
taubā merī taubā javānī ke ḍar se
ājkal maiṅ to niklūṅ nā ghar se
khel lage haiṅ mere raṅg nigoṛe
bābā merī ye javānī …
khvāb ho to usko palkoṅ meṅ chhupā lūṅ
dard ho to usko sīne meṅ dabā lūṅ
is bairan ko chhupāūṅ hāy kaise
hāl kisī ko batāūṅ hāy kaise
āge chalūṅ pīchhe pīchhe ye dauṛe
bābā merī ye javānī …